Wednesday 4 June 2014

taweez amliyat-amaliyat

taweez Hazraat Ke Amaal Ke Adaab:


1.Wo loug jo hazraat ke amal karna chahtay hain unko chaea ke lazmi tour per every thursday kicy b methi sheh per arwah ke naam ki fatiha dilwa kr bachoun mein bant dein..2.Bazurgoun ka kehna hai on every thursday 121 rohein hazer hoti hain aur ager kisy bh rooh ko apka koi amal pasand ajae tu apke pass hazir ho jati hai aur apki har pareshani aur mushkil solve kr deti hai aur ye sb se azmaya hua hai..3.Hazraat ke amil ko chahea ke wo har thursday ko Bazurgane deen ke mazar pe hazri dena yaqeeni bna..4.Amil ager khud hazraat ke amal ka tajurba karna chahta tu ucko muqara waqt maghrib se half hour pehlay kry uc waqt tamaam rohaaniyet munjamid tasuwer kiya jata hai..so ye hazraat ka khaas waqt hai 5.lazmi tour per hazraatke waqt akela aur tanha boht zarori hai ager aesa mumkin na ho tu koshish kray ke boht kam loug hun uc jaga per kyun ke bazurgoun ki rohein shour wegera bilkul pasand ni krti aur ye unki narazgi ka sabab bnti hain6.Ye baat bh zarori hai jab tak amil Hazraat mein Qamil na ho jae usay kicy bh Sahil ke ghar ja ker hazri denay ki zarorat ni hai ni tu ucko boht pareshani othani paray gi 7.Amil ko ager Jinaat ko qabu krna ni ata hai aur wo uc mein maharat na rakhta ho tu ucay yun gharoun mein ja kar kicy sourat b amal ni krna chaea jahan jinaat ka dera ho..uc se ucko shadeed nuqsan ho sakta hai..ucke elava wo un logoun per b hazri na kary jo saya ya jinaat se ghiray huay hun 8.Ic baat ka bh dehaan Rakhna chaea shadeed zarorat ke peshay nazar hi hazri krni chaea na keh kicy shugal ya khail tamashay ke liya kyun ko wo nuqsan bh otha sakta hai 9.Zakaat ada karay aur tajurbay ke tour per kicy bnday per wo hazri kray uc pe hazri ho gi chahay wo uc per 100 bar bh aik din mein hazri kry ho g..10.yaad rahay ager kicy aik per hazri na ho tu aesay mein amal ko farzi ya ghalat tasuwar nahi krna chaea balkay bar barhazri ki mashq kry ..kyun ke ye bh hai ke jic per ap hazri kr rahay hun uc pe hazri mumkin hi na ho..so ye na sochein ke apke amal mein tasur ni hai 11.Ye bh yaad rakhna zarori hai ke aesay maqamat ya ghar jahan kicy bh ghair tabi mout ya death hui ho wahan aesa amal hargiz mat krein ..ic se muraad jahan koi suicide ya qatal hua ho etc12.Amil ko chaea ke chori,qatal ya dosray kicy ghair ikhlaqi kaam ka liya kicy ki help na karay matlb uc ke liya hazri na karay..uc mein amil hi ki bhalai hai.13.Ehtiyaat se kaam lein doraan-e taweez hazri kicy bh aesay bnday ko na beithnay dein jic pe apko shaq ya yaqeen ho ke uc per jinaat ya rooh honay ka saya ho 14.Aik bat jo ke boht zarori hai wo ye hai ke dorran-e hazraat jo boht mushahidat hai ke amil jo bh krna chah ra ho uc ka wo kicy se bh ziker na karay warna nuqsan othaye ga..15.Somtimes yun b hota hai ke Amil zarorat se ziada over confidence ho ker bazurgoun ki rohein samnay ayein aur amil ki bat manein ic tarah krnay se rohein naraz ho jati hain.Yaqeen rakhna chaea ke jab bh bazurgoun ki rooh khush hoti tu har cheex pata lagay bagair hoti chali jati hai.. bus amil apna yaqeen qamil rakhay mayoos na ho16.Somtimes aesa bh mumqin hai ke koi bazurg ye bh kehta hazir honay ke baad ke wo apke pass hi rehna chahta hai tu aesay lucky amil ko chaea ke wo apnay ghar mein koi maksoos room talash kr ley aur uc room ko achi tarah saaf krwa le wahan saaf dari ya chatai bichae ager mumkin ho tu qaleen bechae aur uc puray kaam ko apnay liya lucky manay aur har thursday ko charagh aur khushbu ke liya agerbati jalae 17.Apnay apko saleh kamoun mein busy rakhein aur yaad rakhein ke hazri jb ho jae tu uc se prize bond ya ghair sharae kaam na pochein nuqsan ho ga..uc se dobara hazraat ni hun gy 18.Akser bachun ke waldeein ko ic bat ka dar hota hai ke hazri se un ke bachun ko koi nuqsan ho ga tu amil ko chaea ke wo un ko yaqeen dilae ke bazurgoun ki roohein hazir hoti so darnay ki zaroorat ni hai aur doraan-e hazri bachay ke ird gird koi hisaar ki bh zarorat ni hai 19.Ye bh haqeeqat hai ke doraan-e hazri mamool ke sir aur ankhein shadeed tareen wazan mehsoos krti hain..mtlb sir dard hota hai.. aesa har mamool ke sath doraan-e hazri zaroor hota hai..ic liya yaqeen kr lein ager aesa ho tu kicy bh qisam ka khouf na khaein .. ye sb hazri khtam honay ke baad dour ho jati hai 20. Hazri se pehlay kuch nishaniyan hai jo deikhai deti hain..jesa keh sir ka bhari hona demgh sun hona ..ankhoun ke samny bijli jesi chamak dekhai dena ager ye alamaat nazar na ayein kicy per hazri krty tu yaqeen kr lein uc per hazri ni ho gi aur apna waqt zaya mat krein aur na hi logoun ke samny khud ko tamasha bnaein21.Ye lazmi deikhna chaea ke bachay hazri hazri ke liya zehni tour per tayar hain ke ni ager ni tayar tu hazri ka amal na krein kyun ke un ka zehan kahein aur taraf janay se hazri ni ho gi..aur hazri ke liya zarori hai ke wo aik jaga rahy 22.Ager hazri se qabal ap bachay ke galay mein taveez deikhein tu utar lein warna hazri ni ho gi.23.Ye bh zarori hai ke jic tarah se bh hazri ki jae uc se amil puri tarah waqif ho aur amil ka talafuz aur kalmat ka bolna theik ho24. Ye lazmi hai ke jis kamray mein wo hazri krna chahta ho wo bilkul saaf ho aur uc mein koi gunah na hua ho aur na hota ho ..ye tak ke koi cegret bh na peta ho aur na hi tv chalta ho sharab aur zina dour ki baat hai25.Hazri walay kamray mein mein aesa calender ya tasveer b na ho jo fehesh ho.26.Hazri ke waqt koi b bnda cegret na piya.27.Hazri ke waqt uc aurat ko harghiz mat anay dein jo khaas ayaam mein ho ya aesi khatoon jic per jinaat lazim hun uc se nuqsan ho ga..28.Hazri ke liya sehat mand bacha aur khatoon ya mard hun aur ye yaqeen kr lein ke har tarah se sehat mand hai chahy jismani ya demaghi tour per ..bewaqoug aur ahmaq logoun per hazri bilkul na krein 29.taweez Kicy bh bachay ya aurat pe hazri mat krein jo sahi tarah deikh na sakty hun bheingy hunya masnooi ankh ho ya ankhoun ka nuqs ho ..ager nazar kamzoor hai tu koi harj ni 30.Ye yaqeen kr lein koi bh mard ya aurat uc mehfil-e hazri mein aesi na ho jic ghussal janabat farz hai,ic tarah mehfil se ziada amil ko nuqsan ho ga 31.taweez Hazraat mein tosha ki bh aik shart hoti hai ..ye muaqalein ka sadqa hai ..jin se hazraat mein tosha ki shart ho un se tosha diya bagair hazri na kre warna mayoosi ho gi   

0 comments:

Post a Comment