Showing posts with label taweez mohabbat. Show all posts
Showing posts with label taweez mohabbat. Show all posts

Thursday, 22 June 2017

shohar ki mohabbat ka taweez

Shoar ki mohabbat ka taweez yani amal hub:

Yahan per jo shoar ki mohabbat ka taweez barai shoar die gie han wo buhat he mufeed han aur azmooda ha magar haram ke liye na kare.AAg kal mian biwi me jghra ek amm se baat he aur ye masla rooz baroz bar barhat ja raha ha.isi lie muje buhat se email ate ha ke is masle ka loi hal baten ya koi ayesa tawiz o amliyat baten jis se sotan ka masla ya mehboob o shoar ka masla hal ho sake.

Is lie hum ne is post me ayese taweez mohabbat shoar ka intikhawab kia ha jis se aap log istimal ker ke ek ache zandagi guzar saken aur aap ka gharana pur sukoon ho jai.Magar ye amliyat o tawiz mohhabat sirf mia biwi ke lie han in ko najaiz isimal na kare aur na he koi fayda hasil ho ga.

  • shohar ki mohabbat ka taweez #1


no chandi jumerat sy geyarah so martaba 1100 geyarah 11 din tak parhen ha aur roozana 11 taweez likhne han.

1.amal ko 1100 dafa pherne ke baad taweez per dum karen aur pher wazan ke neache daba den .

2.dosra tareeqa mohabbat ke amal ka ye ha ke geyarah kali mirchen ly kar aik aik par geyarah geyarah 11 martaba parh kar dam Karen aur aag mai jala den koyly ki matloob foran he haazir e khidmat ho ga. Har jaiz maqsad k liye han.


shohar ki mohabbat ka powerful taweez #2

pehly is amal ko rozana saat so saat martaba parhen geyarah din mai taskheer Karen is k bad agar kisi ka kam karna ho to teen din saat so saat bar parh kar wo hazir ho jaye ga aur hark am ho jaye ga.Is amal ko pherna ya aur is ke saat ki is taweez mohabbat braye shor ki bhi zakat den.

Is ka tareeqa ye ha ke rozana baneeyat zakat is taweez ko 11 martaba rozana likhe aur kio ke ye taweez shaytane ha to us he ki name ki nayaz de.ye taweez kala jadu for love ka buhat he powerful taweez ha azma ker dhek len.

Jab aap shohar ki mohabbat ka taweez ki zakat de chuke to pher taweez ko charag me chambali ka tail dal ker roshan karen aur apni choti ungli se bhi khoon ke chand qatre mila len.pher jis amal o taweez jo neche dia gia ha aap ne zakkat de ha us ko aap ne tasawree mehboob ke saath 108 martaba pherna ha.




amal:''peapal me bar bar ka than uper bheta azazil sheytan mere shakal ka bun shaytan flan bin flan ko ja rand mere shakal ka bun ke us se ho hum kalam jab tak na dheke mera mukh tab tak na aye chain o sukh jo mera itna kam na ker ki liye to apni mata ke khoon se nkawe''


shohar ki mohabbat ka taweez hub #3



Tarkeeb : is amal ko rozana saat din tak saat hazar pandra 7015 bar parhen. Aur mandirja zail taweez ko taiz aag k neechy dafan Karen aik hafta tak garam Karen In Sha ALLAH matloob do roz mai ajaye ga or hark am ho jaye ga.

Amal:''aye kali kalkate wali jaji kali kalkati wale flan binte flan ko laye kali mohabbat ka kamal dekhawe kali phuru asher mhadev terwach chale''




ye tamam shohar ki mohabbat ka taweez buhat he fast working aur powerful han jis ka dil kare azma le.

Saturday, 6 May 2017

manpasand shadi aur kala jadoo

kala jadoo Hakim Ka Dil Naram Karny k Liye


Agar apka afsar ya hakim waqt bbohat sakht mizaj ho ya kisi sy apko koi kam hai aur wo kam na karta ho. To is amal k karny sy kam hasb e mansha hojae ga tareeqa ye hai kala jadoo ka neache dia gia amal  ko daayen hath ki mutthi band karny k bad thori c khol kar mandirja baala kala ilm mantra parh kar mutthi par dum Karen ab thori khuli mutthi ko zor sy band karlen ab afsar ya hakim k pas ja kar salam Karen agar mumkin ho to hath milayen.





Jisko bhi ja kar amal karny k bad salam Karen gy usko ap sy mohabbat hojae gi. Ye amal apny roothy mehboob ko manany k liye bhi kiya ja sakta hai tareeka uska ye hai k mutthi par bataye gaye tareeqay sy dum kar k mehboob k samny mutthi khol den kaam hojae ga.
Note : sirf daayen hath ki mutthi par amal karna hai baayen hath ki mutthi par nahin.

Kali Mirch Se kala jadoo Amal


Saat (7) adad kali mirchen ly kar har aik par mundrajzail  kala jadu amal aik bar parhain,ha to ye amal surah muzamil ka magar jab aap is ko is tareeqa se pharen ge to jadoo he khalaiye ga noori jadoo bhi khe sakte han .

jab wakeela par pohnchen to saat dafa wakeela parhen total saat dafa parhna hai ye na ho k aik dafa surah mai aaya wakeela  aur baad mai saat dafa wakeela parhna ye ghalt hoga. Yani k jab wakeela aye to saat dafa wakeela ki takraar Karen phir baki surah mukammal Karen is tarha teen dafa surah e muzammil aik mirch par dam Karen.

surah mukammal karny k bad pehly larki ka naam phir bintay ab uski maa ka naam phir aala hub k baad larky ka naam bin phir uski maa ka naam parhen parhty waqt mehboob ka tasawwur rakhen k wo apky samny adab sy khara hai. Saat mirchon ko isi tarha dam karna hai. Rozana sham ko aik mirch aag mai daal diya Karen chahy mehboob dono mai ap sy aa mily lekin saat mirch puri rozana saat din jalani hain.

1.Aur khaas ehtiyat ye rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah (1-14) tareekhon k darmeyan ane wali jumerat ko fajr ki namaz k bad pehli sa’at mishtri mai.


2.ya jummay ko subha fajr ki namaz k bad pehli sa’at Zahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho tab parhen.


3.Apki asani k liye sa’aton k auqat ka pura waqt kitab k akhri safhaat maid y diya gaya hai.wahan sy dekh k muqarrarah waqt par yani Zahra ya mishtri ki sa’at k waqt mai. 


Us waqt k mutabiq jo k kitab k akhri safhaat mai diya gaya hai is surah ko kitab mai diye gaye muqarrarah waqt k mutabiq Zahra ya mishtri ki sa’at k wat mai parhen. Amal karty waqt bawazu ho kar apny kapron par achi khusboo wala itr laga kar aur agarbatti jala kar surah parhen.

Powerful kala jadoo Safaid Mirchon Sy Amal


Ye kala jadoo for love back ka buhat he powerful amal ha Chalees adad safaid mirchen ly kar har aik mirch par neache dia gia kala ilm ka powerful love amal yani amal e hub phare aik aik dafa parh kar phoonk maar kar dam kar le nab rozana aik mirch mehboob ko tasawwur kar k keh wo apky samny adab k sath khara hai jalaen surah ki parhayi har mirch safaid par parhny k bad dam karny k bad ye parhen k falaan bin falaan a’alaa hubb falan bin falaan.


Note : larki ki maa k naam sy oehlu bint parhty hain aur likhty hain jab k larky ki maa k naam sy pehly bin likhty hain aur parhty hain seyah waly amal mai tafseel bata di gayi hai.

Aur khusoosi ehtiyat ye Karen k chaand ki aik ta chodah
 (1-14) k darmeyan ane wali jumerat pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko  pehli sa’at Zahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho tab parhen.


Apki asani k liye sa’aton k auqat ka pura waqt dy diya gaya hai wahan sy dekh kar muqarrarah waqt par yani Zahra ya mishtri ki sa’at k auqat kitaab k akhri safhaat mai apki asani k liye dy diye gaye hain. Us mai sy Zahra ya mishtri ki sa’at ka waqt dekh kar us waqt k mutabiq ye surah parhen. Amal karty waqt bawazu ho kar apny kapron par achi khusboo wala itr laga kar aur agarbatti jala kar surah parhen.

Ye kala jadoo mohabbat ke buhat he zabardast amal han jin ko black magic specialist aur jadoger istimal kerte han.In ka tareeqa mukamal biyan ker dia gia ha.Jis se aap pasand ki shadi ,manpasand shadi aur mehboob qadmon me jese kam le sakte han.

Friday, 5 May 2017

kala jadoo love marriage amliyat


Mehboob Par Qaboo Paanay ke Liye| kala jadoo amal



Neche diye gaye 70 adad likhen mandirja bala tilism gulaab k phool k arq aur zaafraan sy bani hui seyahi sy sarkanday k naye qalam sy rozana  10 adad naqsh likh kar 7 din jalayen dekhiye ga k mehboob ap k qaboo mai kesy ata hai. Ap heran ho jaen gy.Ye tamam amal e hub buhat he zabadast aur powerful han aur kala jadoo ke qadeem razz han.



Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko subha fajr ki namaz k baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen. Baki pura hafta isi tarha likhen.


Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard ki tasniyat ya tadrees mai bhi kar sakty hain. Ye auqaat har maah aty hain. Is ky liye kisi mustanad jantri mai ye auqaat dekh kar amal Karen.

r muqarrarah waqt par yani Zahra ya mishtri ki sa’at ka waqt ho. Us waqt k mutabiq jo k kitab k akhri safhaat mai diya gaya hai. Is tilism ko  diye gaye muqarrarah waqt k mutabiq Zahra ya mishtri ki sa’at k waqt mai likhen. Amal karty waqt bawazu ho kar apny kapron par achi khushboo wala itr laga kar agarbatti jala kar tilism likhen.



Mohabbat Ka Jadoo 


Anaar k darakht ki lakri sy banaye hue qalam sy gulaab k arq, zaafran aur kastoori sy bani hui seyahi sy mandirja zail jaadoo likh kar ghol karjissy pila den wo ap ka he ho jaye ga.

Falaan bin falaab a’alaa hub falaan bin falaan

Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko subha fajr ki namaz k baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen. Baki pura hafta isi tarha likhen.

1.Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat kok baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko  pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen.


2. Baki pura hafta isi tarha likhen.


3.Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard ki tasniyat ya tadrees mai bhi kar sakty hain. Ye auqaat har maah aty hain. Is ky liye kisi mustanad jantri mai ye auqaat dekh kar amal Karen.




Miyaan Biwi Ki mohabbat ka kala jadu


Anaar k darakht ki lakri k bany huq qalam sy zaafraan aur gulaab k arq sy bani hui seyahi k sath ye tilism likh kar jis kisi ko bhi pila den wo ap k qadmon mai aa jaye. Ye tilismaati asma khusoosan miyan biwi mai narazgi door karny k liye istimaal mai laya jata hai.



Falaan bin falaan a’alaa hub falaan bin falaan

 Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko subha ke baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen.Is ke baad ye taweeez kala jadoo khawand/biwi ko pila den



Baal k Amal Sy Mohabbat kala jaduu


Gulaab k arq aur zaafraan sy bani hui seyahi sy  mandirja zail tilism likh kar mehboob k baal is tilism mai lapait kar jalayen. To mehboob har waqt ap k khayalon mai gum rahy ga. Ap k baray mai sochta rahy ga. 
Falaan bin falaan a’ala hub falaan bin falaan

Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (11,12,13) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya atwar ko subha  baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen. 


Baki sare taweez isi tarha likhen.Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard ki tasniyat ya tadrees mai bhi kar sakty hain. 

 mutabiq Zahra ya mishtri ki sa’at k waqt mai likhen. Amal karty waqt ho kar apny kapron par achi khushboo wala itr laga kar agarbatti jala kar tilism likhen.Jab ye ker len to naqush per mehboob ke sar ke baal lapat ke aag me dal den use waqat deewana ho gi ga.

Ye tamam kala jadoo wazifa amliyat buhat he azmodha han jis ka jee chai azma ker dhek le .aur amliyat e hub ki duniya ke sartaj amal han jo ke love back , manpasand shadi, aur her thara ke love problem solution ke liye zabardast han.



Tuesday, 2 May 2017

Wazifa mohabbat ke liye zaroore sharait

Wazifa mohabbat Tarakeeb amaliyat Mohabbat

(Hubb) Mohabbat

wazifa Mohabbat k amaliyat karmay say pehlay Durood Shareef zaroor parhen.
Geyarah (11) dafa parhen aur akhir mai amal ya parhayi khatm karnay k baad mohabbat ka amal taqatwar ho jata hai. Ye Durood Shareef mohabbat k amaal k liye zaroori sharaiyt mai sy hai.

Ap jab bhi wazeefa Karen to is bat ka khayal rakhen sab sy pehlay ye dekhen k chaand ki kon c tareekh hai. Har chaand ki tareekh ko mukhtalif simton ki taraf munh kar k bethen to ye wazeefa ya amal kamiyabi ki zamanat hai. Apki asaani k liye chaand ki har tareekh k hisaab sy simten batayi ja rahi hain ta k apko kamiyabi haasil ho saky.




mohabbat mein kamyabi ka wazifa(Simton Ka Naqsha)


Chaand ki tareekh dekhen neechay simton k sath chaand ki tareekhen di hui hain. In tareekhon mai unky mukhtalif simton mai beth kar amal hain.


1.Mashriq : 29, 22,14, 7
2.Maghrib : 27, 19, 12, 4
3.Shumaal : 30, 23, 15, 8
4.Junoob e mashriq : 24, 16, 9, 1
5.Junoob e maghrib : 25, 17, 10, 2
6.Shumaal mashriq : 28, 21, 26
7.Shumaal maghrib : 20, 13, 5


Naqsh likhty waqt ya koi wazeefa parhty waqt is bat la zaroor khayal rakhen k jis din ham naqsh, wazeefa ya koi aura mal kar rahy hain to us din chaand ki kon c tareekh hai. Naqshay mai jo tareekhen di gayi hain rajaal ul ghayb qamri maah ki us simt mai hoty hain.

 Jo tareekhen simton k saamny di gayi hain.un simton ki taraf naqsh, wazeefa ya amal Karen to naqsh ya wazeefa ya amal sahi tor par kam nahin karta balky ulta hony ka bhi khatra hota hai. Isliye oopar di gayi chaand ki tareekhon par jab bhi ap kaam Karen naqshay mai sy simt dekhen or unky mukhaalif simt mai beth k naqsh, wazeefa ya amal Karen. 


mohabbat pane ka wazifa (sharait)


Is tarha naqsh, wazeefa ya amal sahi tor par kam karta hai aur ulta hony ka khatra bhi nahin hota hai. Misaal k tor par ap chaand ki aik (1), no (9), solah (16) ya chaubees (24) tareekh ko koi naqsh likh rahy hain ya wazeefa kar rahy hain ya koi amal kar rahy hain to ye shumaal mashriq ki simt hui lehaaza ap junoob e maghrib ki simt mai beth kar naqsh, wazeefa ya amal Karen. Isi tarha baki qamar ki mukhtalif tareekhon ko oopar diye gaye naqshay sy dekhen aur unki mukhalif simt mai beth kar wazeefa, amal ya naqsh likhen.

Zaroori Hidayaat:


1.Wazeefa ya amal karny k liye ap ka shariyat ka paband hona lazmi hai.


2.Wazeefa ya amal karny k liye halal tareeqay sy rozi kama kar khayen. Tamam buri baton jesy gheebat, chughli, badzabani, fahash goyi aur tamam buraiyon sy tauba Karen wazeefa ya amal shuru karny sy pehly ALLAH TA’ALAH sy zaroor tauba Karen.


3.Wazeefa ya amal ko parhny k liye alehda jaga khaas tor par muqarrar ki jaye aur rozana isi jagah par beth kar amal ya wazeefa kiya jaye.


4.Wazeefa ya amal rozzana aik he muqarrarah waqt par bila nagha parhen. Darmiyan mai naagha na ho warna wazeefa ya amal dobara shuru karna paryga.


5.Doran e amal chambray ki cheezon sy parhaiz Karen jesy k joota, gosht, doodh, aur aesi ashiyah jo hewanaat k ajza sy tayar hoti hain, bilkul na istimal Karen.


6.Jitni daer ap ny wazeefa ya amal karna hai. Agar apki shadi hogai hai to iss doran apni biwi sy hum bistri bilkul na Karen.


7.Agar wazeefa ya amal koi shadi shuda aurat karti hai to jab tak wo amal kar rahi hai apny shohar sy hum bistri sy bilkul parhaiz kary.


8.Jitney din ap ny wazeefa ya amal karna hai jhoot na bolen aur na he kisi k mutalliq ghalt alfaaz munh sy nikaalen.


9.Doran e wazeefa ya amal kisi sy bhi har qisam ki larayi jhagray sy ijtinaab bohat he ziada zaroori hai.


10.Agar ap oopar batayi gai kisi aik bhi hidayat par amal na kar saken to ap job hi amal ya wazeefa kar rahy hon gay uska koi asar na ho ga. Aur ap apny maqsad mai kamyab nahi ho saken gay.


11.Agar ap ny mandira baala hidayat par amal kar k wazeefa ya amal kiya to IN’SHA’ALLAH ap zaroor kamyab hon gay. Kyun k ALLAH TA’ALAH kisi ki mehnat ko rayegaan nahin jany deta. 


12.Wazeefa ya amal karty hue ALLAH par yaqeen aur aitmad mazboot rakhen. Kyun k KHUDA par mukammal aitmad karny walon ki mehnat kabhi rayegaan nahin jati.


13.Is k bawajood agar apko apny wazeefay ya amal mai nakami ka samna karna parta hai to is mai ap he ki koi ghalti hogi k kisi na kisi hidayat par amal na kiya ho ga. Kyun k insane sy aksar bhool chuk ho jaya karti hai.


14.Wazeefa ya amal k liye aony ird gird hisaar karna zaroori hota hai in mai sy agar wazeefay ya amal k doran hisaar karna par jaye to mandirja zail chand hisaron mai koi aik hisaar kar k wazeefa ya amal ya naqsh likhen. 


15.Ab apko aik aur hisaar bataya jata hai jo k bohat he ziada pur asar hota hai k Ayat al kursi teen (3) martaba parh kar hathon par dam Karen aur teen (3) dafa taali bajaen. Ye hisaar isha ki namaz k baa dap koi wazeefa ya amal kar rahy hain to us waqt Karen.


16.Wesy to hisaaron ki bohat c qismaen hain lekin sab sy asan hisar mandirja bala hai.



mohabbat ki shadi ka wazifa ke liyezaroori sharaiyt


Wazeefa ya amal shuru karny sy pehly naha kar wazoo Karen. Aik saaf libaas zaib tann Karen. Aur apny libaas par koi acha sa itar zaroor lagaen. Amal shuru karny sy pehly agarbatti zaroor jalaen.
Aik cheez ka khayal rakhna lazmi hai k wazeefa ya amal parhny k liye sab sy acha waqt fajr ka hota hai. Agar koi fajr k waqt koi wazeefa ya amal na kar saky to wo isha ki namaz k bad wazeefa ya amal kar sakta hai.

Zahra aur mishtri ki sa’aten mohabbat k naqoosh, wazaif aur amaliyat k liye pur asar hoti hain.
In Islami maheenon mai mandirja zail tareekhon ka koi naqsh nahin likhna chahiye. Aur na he koi wazeefa ya amal karna chahiye. (ehtiyat zaroori hai.)

Muharram : 11-14
Safar : 3-1
Rabi ul awwal : 20-10
Rabi ul akhir : 18-1
Jamadi ul awwal : 11-2
Jamadi us sani : 4-2
Rajab : 15-13
Shaban : 4-3
Ramzan : 20-5
Shawal : 7-6
Zil hajj : 7-2


Tehreer karny k liye Huroof Adaad Qamri aur Shamsi


Baaz amaal mai naqoosh likhny k liye huroof e abjad qamri aur shamsi ki zaroorat parti hai. Jis mai naam bama’ waalida taalib o matloob maqsad aur maqsad sy mawaqif Quraani ayaat ko aik makhssoos tareekay sy jama, tafreeq aur taqseem k amal sy guzaar kar adaad hasil karty hain.aur naqsh ko bharty hain. Isky liye hamen huroof abjad ki zaroorat parti hai. Yani alif ka adad aik hai bay ka di hai jeem ka teen hai ye qamri hisaab sy hai. Jab k shamsi hisab sy huroof k adaad aur hoty hain aapki asani k liye huroof e abjad qamri aur abjad shamsi dono ka naqsha diya jar aha hai. 
Naqsha abjad qamri k 28 huroof ma’a adaad mandirja zail hain.
Alif : 1
Bay : 2
Jeem : 3
Daal : 4
Gol Hay : 5
Wow : 6
Zay : 7
Hay : 8
Toyen : 9
Ye : 10
Kaaf : 20
Laam : 30
Meem :40 
Noon : 50
Seen : 60
Ayiin : 70
Faay : 80
Suwaad : 90
Qaaf : 100
Ray : 200
Sheen : 300
Taay : 400
Say : 500
Khaay : 600
Zaal : 700
Zuwaad : 800
Zoyen : 900
Ghayin : 10000

Abjad qamri sy bnaye gaye naqsh ka asar hony mai kuch waqt lagta hai usky bad usky asraat shuru hoty hain. Aur doosri baat abjad qamri sy murattab qarda naqsh banaty waqt kisi ghalti sy ulta asar hony ka khatra bhi bohat kam hota hai.
Jadol abjad shamsi

Alif : 1
Bay : 2
Tay : 3
Say : 4
Jeem : 5
Haay : 6
Khaay : 7
Daal : 8
Zaal : 9
Ray : 10 
Zaay : 20
Seen : 30
Sheen : 40
Suwaad : 50
Zuwaad : 60
Toyen : 70
Zoyen : 80
Aayin : 90
Ghayin : 100
Faay : 200
Qaaf : 300
Kaaf : 400
Laam : 500
Meem : 600 
Noon : 700
Wow : 800
Gol hay : 900
Choti yay : 1000

Huroof abjad  shamsi sy murattab qarda naqsh ka asar bohat he jald hota hai. Lekin ismai aik ehtiyaat bohat zaroori hai k huroof e abjad shamsi sy murattab qarda taweez ko bohat hazir dimaghi sy bharen ya likhen. Huroof e anjad shamsi sy murattab karda naqsh bharty waqt zara c bhi ghalti sy bohat buray tareeqay sy ulta asar ho jata hai. Lehaza huroof e abjad shamsi sy murattab qarda taweez likhty waqt bohat ziada ehtiyat aur dimagh ko mukammal hazir rakh kar naqsh bharen.


Mohabbat ka taweez ka muslat or murabba kesy banta hai


Alsar aamil hazraat naqsh likhny k liye aik chokor dibba bana k no (9), sola (16), chontees (34) waghera dibbay bana k ismen naqsh karty hain.saady dibbay mai banaya gaya naqsh ilm e naqoosh mai nanga naqsh kehlata hai. Lehaza naqsh ka berooni dibba usky moaqqilaat aur khidmaat k sath bana kar phir usmai naqsh ko matlooba aatish, aabi, khaki,baadi chaal k mutaabiq bharty hain. Naqsh ka berooni dibba essy banaty hain.

Naqsh likhny k bad naqsh k neechy apna maqsad jisky liye ap amal kar rahy hain jesy zar o mohabbat, naukri waghera wo likhty hain k is naqsh ki barkat sym era faalaan kam job hi apka maqsad hojae isky bad teen dafa alajal alajal alajal alsa’ata alsa’ata alsa’ata alwaha alwaha alwaha lazmi likhna hai. Tamam naqsh pur karny k bad naqsh k bahar aik bara khana bana kar naqsh ko band kar dety hain.

Agar aap chate han ke app wazifa mohabbat kamyabi se karen aur kisi k dil main mohabbat dalne ka wazifa nakam na ho maslan  kisi ko apni mohabbat mein pagal karne ka wazifa to aap uper de gie hadayat per amal karen aur 100% result hasil karen.