Saturday 6 May 2017

manpasand shadi aur kala jadoo

kala jadoo Hakim Ka Dil Naram Karny k Liye


Agar apka afsar ya hakim waqt bbohat sakht mizaj ho ya kisi sy apko koi kam hai aur wo kam na karta ho. To is amal k karny sy kam hasb e mansha hojae ga tareeqa ye hai kala jadoo ka neache dia gia amal  ko daayen hath ki mutthi band karny k bad thori c khol kar mandirja baala kala ilm mantra parh kar mutthi par dum Karen ab thori khuli mutthi ko zor sy band karlen ab afsar ya hakim k pas ja kar salam Karen agar mumkin ho to hath milayen.





Jisko bhi ja kar amal karny k bad salam Karen gy usko ap sy mohabbat hojae gi. Ye amal apny roothy mehboob ko manany k liye bhi kiya ja sakta hai tareeka uska ye hai k mutthi par bataye gaye tareeqay sy dum kar k mehboob k samny mutthi khol den kaam hojae ga.
Note : sirf daayen hath ki mutthi par amal karna hai baayen hath ki mutthi par nahin.

Kali Mirch Se kala jadoo Amal


Saat (7) adad kali mirchen ly kar har aik par mundrajzail  kala jadu amal aik bar parhain,ha to ye amal surah muzamil ka magar jab aap is ko is tareeqa se pharen ge to jadoo he khalaiye ga noori jadoo bhi khe sakte han .

jab wakeela par pohnchen to saat dafa wakeela parhen total saat dafa parhna hai ye na ho k aik dafa surah mai aaya wakeela  aur baad mai saat dafa wakeela parhna ye ghalt hoga. Yani k jab wakeela aye to saat dafa wakeela ki takraar Karen phir baki surah mukammal Karen is tarha teen dafa surah e muzammil aik mirch par dam Karen.

surah mukammal karny k bad pehly larki ka naam phir bintay ab uski maa ka naam phir aala hub k baad larky ka naam bin phir uski maa ka naam parhen parhty waqt mehboob ka tasawwur rakhen k wo apky samny adab sy khara hai. Saat mirchon ko isi tarha dam karna hai. Rozana sham ko aik mirch aag mai daal diya Karen chahy mehboob dono mai ap sy aa mily lekin saat mirch puri rozana saat din jalani hain.

1.Aur khaas ehtiyat ye rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah (1-14) tareekhon k darmeyan ane wali jumerat ko fajr ki namaz k bad pehli sa’at mishtri mai.


2.ya jummay ko subha fajr ki namaz k bad pehli sa’at Zahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho tab parhen.


3.Apki asani k liye sa’aton k auqat ka pura waqt kitab k akhri safhaat maid y diya gaya hai.wahan sy dekh k muqarrarah waqt par yani Zahra ya mishtri ki sa’at k waqt mai. 


Us waqt k mutabiq jo k kitab k akhri safhaat mai diya gaya hai is surah ko kitab mai diye gaye muqarrarah waqt k mutabiq Zahra ya mishtri ki sa’at k wat mai parhen. Amal karty waqt bawazu ho kar apny kapron par achi khusboo wala itr laga kar aur agarbatti jala kar surah parhen.

Powerful kala jadoo Safaid Mirchon Sy Amal


Ye kala jadoo for love back ka buhat he powerful amal ha Chalees adad safaid mirchen ly kar har aik mirch par neache dia gia kala ilm ka powerful love amal yani amal e hub phare aik aik dafa parh kar phoonk maar kar dam kar le nab rozana aik mirch mehboob ko tasawwur kar k keh wo apky samny adab k sath khara hai jalaen surah ki parhayi har mirch safaid par parhny k bad dam karny k bad ye parhen k falaan bin falaan a’alaa hubb falan bin falaan.


Note : larki ki maa k naam sy oehlu bint parhty hain aur likhty hain jab k larky ki maa k naam sy pehly bin likhty hain aur parhty hain seyah waly amal mai tafseel bata di gayi hai.

Aur khusoosi ehtiyat ye Karen k chaand ki aik ta chodah
 (1-14) k darmeyan ane wali jumerat pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko  pehli sa’at Zahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho tab parhen.


Apki asani k liye sa’aton k auqat ka pura waqt dy diya gaya hai wahan sy dekh kar muqarrarah waqt par yani Zahra ya mishtri ki sa’at k auqat kitaab k akhri safhaat mai apki asani k liye dy diye gaye hain. Us mai sy Zahra ya mishtri ki sa’at ka waqt dekh kar us waqt k mutabiq ye surah parhen. Amal karty waqt bawazu ho kar apny kapron par achi khusboo wala itr laga kar aur agarbatti jala kar surah parhen.

Ye kala jadoo mohabbat ke buhat he zabardast amal han jin ko black magic specialist aur jadoger istimal kerte han.In ka tareeqa mukamal biyan ker dia gia ha.Jis se aap pasand ki shadi ,manpasand shadi aur mehboob qadmon me jese kam le sakte han.

0 comments:

Post a Comment