Friday 5 May 2017

kala jadoo love marriage amliyat


Mehboob Par Qaboo Paanay ke Liye| kala jadoo amal



Neche diye gaye 70 adad likhen mandirja bala tilism gulaab k phool k arq aur zaafraan sy bani hui seyahi sy sarkanday k naye qalam sy rozana  10 adad naqsh likh kar 7 din jalayen dekhiye ga k mehboob ap k qaboo mai kesy ata hai. Ap heran ho jaen gy.Ye tamam amal e hub buhat he zabadast aur powerful han aur kala jadoo ke qadeem razz han.



Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko subha fajr ki namaz k baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen. Baki pura hafta isi tarha likhen.


Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard ki tasniyat ya tadrees mai bhi kar sakty hain. Ye auqaat har maah aty hain. Is ky liye kisi mustanad jantri mai ye auqaat dekh kar amal Karen.

r muqarrarah waqt par yani Zahra ya mishtri ki sa’at ka waqt ho. Us waqt k mutabiq jo k kitab k akhri safhaat mai diya gaya hai. Is tilism ko  diye gaye muqarrarah waqt k mutabiq Zahra ya mishtri ki sa’at k waqt mai likhen. Amal karty waqt bawazu ho kar apny kapron par achi khushboo wala itr laga kar agarbatti jala kar tilism likhen.



Mohabbat Ka Jadoo 


Anaar k darakht ki lakri sy banaye hue qalam sy gulaab k arq, zaafran aur kastoori sy bani hui seyahi sy mandirja zail jaadoo likh kar ghol karjissy pila den wo ap ka he ho jaye ga.

Falaan bin falaab a’alaa hub falaan bin falaan

Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko subha fajr ki namaz k baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen. Baki pura hafta isi tarha likhen.

1.Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat kok baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko  pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen.


2. Baki pura hafta isi tarha likhen.


3.Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard ki tasniyat ya tadrees mai bhi kar sakty hain. Ye auqaat har maah aty hain. Is ky liye kisi mustanad jantri mai ye auqaat dekh kar amal Karen.




Miyaan Biwi Ki mohabbat ka kala jadu


Anaar k darakht ki lakri k bany huq qalam sy zaafraan aur gulaab k arq sy bani hui seyahi k sath ye tilism likh kar jis kisi ko bhi pila den wo ap k qadmon mai aa jaye. Ye tilismaati asma khusoosan miyan biwi mai narazgi door karny k liye istimaal mai laya jata hai.



Falaan bin falaan a’alaa hub falaan bin falaan

 Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (1-14) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya jummay ko subha ke baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen.Is ke baad ye taweeez kala jadoo khawand/biwi ko pila den



Baal k Amal Sy Mohabbat kala jaduu


Gulaab k arq aur zaafraan sy bani hui seyahi sy  mandirja zail tilism likh kar mehboob k baal is tilism mai lapait kar jalayen. To mehboob har waqt ap k khayalon mai gum rahy ga. Ap k baray mai sochta rahy ga. 
Falaan bin falaan a’ala hub falaan bin falaan

Aur is bat ka khayal rakhen k ye amal chaand ki aik ta chodah chodah (11,12,13) k darmeyan ane wali jumeraat ko fajr kii namaz k baad pehli sa’at mishtri mai ya atwar ko subha  baad pehli sa’at xahra mai us waqt jab sooraj nikal raha ho us waqt likhna shuru Karen. 


Baki sare taweez isi tarha likhen.Ye amal ap sharf qamar, qamar Zahra tasniyat ya tadrees aur qamar attard ki tasniyat ya tadrees mai bhi kar sakty hain. 

 mutabiq Zahra ya mishtri ki sa’at k waqt mai likhen. Amal karty waqt ho kar apny kapron par achi khushboo wala itr laga kar agarbatti jala kar tilism likhen.Jab ye ker len to naqush per mehboob ke sar ke baal lapat ke aag me dal den use waqat deewana ho gi ga.

Ye tamam kala jadoo wazifa amliyat buhat he azmodha han jis ka jee chai azma ker dhek le .aur amliyat e hub ki duniya ke sartaj amal han jo ke love back , manpasand shadi, aur her thara ke love problem solution ke liye zabardast han.



1 comment: