Wednesday 3 May 2017

kala jadu kaise kere

kala jadu kese kere complete guide:



kala jadu kaise kere? to is ka tarika kuch yu ha ke jadugar mashra ma har tarha ki zindagi orr fasad pelata ha orr oss sa lutf andoz hota ha.wo kissy bhi makhlooq azeat rassany ya intehai ghatia borai ka artakab.karna ma taradod nahi karta issy tarah kharibari orr chopaiyo ko halak obarbad kar dana ag laga dana tagaraty samano ko talf kar dana mia biwi ka darmian tafreeq.

dal dana inha banj bana dana ginsy takat ko kamzor karna ya sara sa khatam kar dana ka liye makhsoos marham tayar karna .

hamla aurat ka hamal zaya kar dana logo ko ganoon or haranghy ma batl kar dana pyar aur mohabbat ya bagaz orr nafrat ka liye khaas powder tayar karna or shadi sa pehle mangani ya ahad ya naqsh ko mansookh kara dana jadugar ka pasandeeda amal ma shamil ha.




jadogar kala jadu kaise kere sharait :(condtions)


1.jadoogar apni zindagi my aur mrny ky bad bee apna nfs aur apnee tamam mlkiat yanee mall jaydad , ghr baar aur zariat shaytan k hato frohat kr dy.
  2. is k pass aanado srkshi ,israr aur makro frayb kee aisee taqat ho jo issy shytani aqeeday sy na tlny dy,cahy is k liy issy inthaee sht aut kathin aziat wa aahanat bardasht krna pary.
  3.wo itna bay haya by zameer ho k shafqat wa rehmat,mehrbano aur digar insani aur sharif jazbat sy bilkul aaree ho.
  4.apny sardar iblees ya is k chaney k khaufnaak shakal my samny apny pr ya koee muhlik hathyar ya maut ka phnda dykhne pr is k upar ghabrahat na taare ho.
  5. is kee madad karne my agar iblees taal matol kry ya madad krny sy inkar dy to wo tng dil na ho,balkay is madad k talab karnay my taqat bhr israr kre.aur jb is sy deen ya adab ya arfy ama ya insani qanoon k khilaf koi amal talab kiya jai to is kee tameel ya tanqeed my afsos na karay aur na hee malool khatir ho.
  6.wo apni taqat bhr jadoo gree ky kam anjam dy,pabandi sy is fun ka mutala krta raunchy ye jadugari jin shytanee treeko ,jashn aur ijtmaat ka mutalba kry,in kee tnfeez kry,aur in aamal jshan aur ijtmaat k nateeja my khud issy ya is k ilawa kisi aur ko jo museebat wa pareshani lahaq ho is kee parwah na kry,bulky in shytani ijtmaat my waqt muqarar pr khazir ho aur mutayan uqat my in kee tnfeez kry.
  7.wo fitree ya kisee tor pr bhlaee aur hr umda hslat sy mukammil jahil ho.
  8.wo shaitan kee quwwat wa taqat ,aur is kee muawan habees wa shareer ruho kee taqat ka pukhta etiqad kry-in k ahkaam ka farmabardar aur in k qawaneen ka paband ho.
  9.wo tamam adyan wa mazahib ka skhat dushman ho,in pr apna gaizo gazab zahir kry.
  10.In ka istihza kry,aur tamam asmani kitabon sy apnee baat zahir kare,inhy phir in kee behurmati kry.
  11.wo tamaam ahaan wamazahib ka sakhawat dushman hota hai ,in paar apna geez zahir kare.


Kala jadu kaise kare in Islam:(Islamic point of view)



malkia ka nazdeek zandeek ka hokam ma hai or zandeek sa tawaja nahi kari jaati.neez jadoogar ko khatam kar dena khalifa bin rashid ki sanad ha.

jadoogar ko katal kar dana sahiba karam ki badi jamat ka mazhab ha jin ma omar bin khatab,osman bin affan,abdullah bin omar,shamil hai.

syrah iema ma sa imam abo khalifa .imam malik orr ak rwayat ma imam ahmad rahimullah bhi issi ka kail ha.

jadoo karna wala khoya wo mard ho ya orat jadoogar ka pass jata ha orr is sa kissy par jadoo karna ki darkhwast karta ha ya aise shakhs ke pas jata ha jis ka jadoogar hona ka gaman nahi hota is waqt jadoogar iss sa is shaks ka naam puchta hai iss par jadoo karna maqsood hota hai .

wois ki ma ka naam bhi dariya ft karta hai naze matloob shakhs ka baaz nashanaat, masla ball,nakhon,kapra ya tasweer talab karta hai-sawal ya hai ka jadoogar ka matloob shaks ki ma ka nam draft karta hai iss ka bap ka nam draft nahi karta woh is liye ka gab wo ma orr shakhs ka naam lata hai to in

do namo ma sa in ka alfaz ginta ha or dakhta hai ka ya kisi ka kareeb hai pani ka ya zameen ka agar zameen ka to inn namo ko zameen ka indar gadar da orr agar pani ka nazdeek to osa samander ma dal diya osa machle par likh kar dabo da.is ka bad jadoogar hindi mantra pherne ke baad agar batti gala data ha.

Jadu tona kese kere


jadu tone me jadogar dam karna shoroo kar data hai iss ka bad manter likhta ha.iss manter ma jadoogar jin ko bandgi ka paigam data ha.in sa istianat ki gati ha jiss ma allah tallah ki bay hurmati shamil ha sochne waly bat ya ha ka agar ya manter tabah o'barbad ho gai to shakhs ka mamla asan ho jata hai.

 Is lia is manter ko peatal ka daba ma rakhta hai.oss ka bad jo jin ,hazir hota hai wo shaks ka nishan ki mahak soongh kar osa pahchan lata hai orr go ham isa koi hukam da to pora karta hai gussa ka isa pareshan karna.

oss ka dill ma dar pada karna,or achanak sa dill ki ghottan shuru hona or marna lakin agar jinnat iss ka rasta ma a gai to ya dar jata hai orr is gin ko kehta hai [jadoo ka khadim] lakin gab ya pahunchna lagta hai to allah  ka zikar sa gafil hasil kar ka insan ka shareer ma ghus gaya hai or gadoo karna wala faida uthata hai wo is lia kay oo ka woh jinnat oss ko khabar data hai oss ka kya hoa jadoo ki .orr agar jiss shakhs ka opar jadoo kiya jata hai agar woh quran par raha ho to woh jin kamzor par gata hai.

kala jadu se kaise bache:


kala jadu se bachne ke lie manzil ke ayat buhat kam dete hain,rozana subah sham manzil pharne wale per koi jadu asar nahi kerta aur wo her qisam ke shayteen se mehfooz rehata ha.

Is ke ilawa chahal kaaf ka wazifa bhi jadoo ki kaat ke lie azeem ha,ye wo mukhfi pegam ha jo hazrat suleman ne jinnat ko dia tha aur is ke saath quran se 7 salam bhi phere jate han:

Tarqeebe amal:

Is amal ki tarqeeb ye ha ke jab ap namaz magrib ada ker len to apni jagah se uthna nai ha aur salam pherne ke baad 13 martaba chahal kaaf aur 7-7 martaba chahal kaaf pherna ha aur pher asman ki taraf phoonk marne ha.

Is amal ke doran aap ne waqt o jaga ki pabandi ke saath 11 martaba surah muzammil bhi pahne ha take aap 41 din me is ke amil baba bun jayen ge aur kisi bhi mareez ko thek ker saken ge chai us per kitna shadeed jadu koi na kia ho kisi ne.

Is baab me me ne ye mazmoon ke kala jadu kaise kare mukamal tor per bayan ker dia ya.

0 comments:

Post a Comment