Sunday 31 August 2014

taweez kala jadu amaliyat


kala jadu:

kala jadu ka matlab ha wo jadu jo ayese jin o shaitan ke madad se kia jata ha jo shirk o manter ke raizat se amil ke tabe hote han aur zaroorat perne per us ke maddad kerte hen .in jinnat o taweez ko kam me lane ke lie ulte pharai bhi ke jati ha aur jinnat ko un ke bhent bhi de jati ha jis ke baad wo amil ke her baat mante han ya us ke madad kerte han.ye jinnat buhat kasrat ke saath ayese amil ke saath majood rehete han aur us ko her cheez ke khabar dete han.

sifli jaadoo -safli jadu-taweez:

sifli jado us jadoo ko khete han jin me janwer ke hadiyeon ka istamal hota ha aur animal parts use hote han aur is se phele in janweron ko ibees ke naam per qurban kia jata ha.pher in per safli tawiz likhe jate han aur in ko kam me laya jata ha.in ko janwer ke khal per bhi likha jata ha aur zidater jadoo kale rang ke janwer per kia jata ha kio ke shaytan ko kala rang buhat pasand ha.

kalajaddoo taweez-tawizat:

kalajadoo ke taweezat o amyilayat wo hote han jin me ayat ke bech me joor laga ker ek jadooie ebarat tayar ke jati ja aur pher us ko muksoos din tak phara jata ha jis se mashoor per saher apna jadu chalata ha aur us ko asar andaz kerta ha .ye tadad aksar taleb o matloob ke namon ke jamma ke baad nikale jate ha.

kalajado hamzad o arwah:

is kisim me amil murde ke hamzad ya shaytane arwah ko qabo ker leta ha aur pher un ke taskheer kerta ha aur pher qureen jo ke marne wale ka shaytan hota ha us se kam lete hoe jadu ka istamal kerta ha aur us ko jis kisi shakas per musulat kerta ha ke wo her waqat us ko tang kere aur us ke kamon me rukawat dale.

kalailm jadu tveez:

ye wo taveezat han jo gandagi se likhe jate han aur pher un per manter ko dum ker ke agar kisi shakas ko pila den to ye us ke khoon me shamil ho ker us ke tamam jism per asar kerte han aur ye pilane wale taweez sab se ziada asar kerte han kio ke ye injection ke thara mareez ke direct khoon yani blood me shamil ho ke is ke mokal mareez ke ya mashoor ke dil o dmag per kabza ker lete han.


0 comments:

Post a Comment