Thursday 22 June 2017

kala jadu amliyat taweez for love back

Kala Jadu Amaliyat |Taweez for Love Back :


Tareekh is bat ki gawah hai k is duniya k ajood mai hony tak sy ly ka raj tak jadoo bohat qadeem hai. Issy ham kala ilm bhi keh sakty hain. Tareekhi aitbarsy ye utna he purana hai jitni ki ham insanon ki tareekh purani hai. Arabi zaban mai kala jadu ko seher k naam sy jana jata hai aur is k asraat waqt guzarny k saath sath khtm hoty hue dikhayi dy rahy hain.


Ham aj kal ki duniya yani jaded dor mai reh rahy hain likn is zamany mai bhi kehna mushkil ho ga k kala jadu an khtm ho chukka hai aur is ka koi wajood nahin hai. Aj k dor mai bhi kahin na kahin kala jadoo karny waly zaroor maujod hain. Lekin unhon ny apny ap ko mukhfi rakha hua hai. Hamara kala jadu amiliyat taweez for love ko duniya maanti hai aur hm job hi karty hain wo apna asar zaroor dikha deta hai ap beshak azma kar dekh lijyye.



Kala Jadu | kala Jadu Amiliyat Ki qadeem Tareekh :


Amiliyat kala jadu ki tareekh nihaayat he qadeem hai aur ye aik mukhfi aur pur asar amal hai jo k tamam shayateen k zair e asar kaam karta hai aur haraam is ka kaam aur palit hai. Bohat sy eesayi logon ka ye bhi man’na hai k nend, maut aur khwab aur haadsaat ka bs insane zehen par arwah ka tasawwur ya sawaar ho jana he kala jadoo hota hai.

Aj kal k logon ka ye man’na hai k jadoo un k mary hue aba o ajdad sardaaron jadoogaron hamkeeron aur devi devtaon ka kala jadoo rohani amiliyat mujrib qadeem tareekhi tor par is duniya mai rehty hain. Aur logon ka tang karna bhi jadoo k zair e asar hai. Jab k haqeeqat is sy bilkul mukhtalif aur is k baraqs hai.

Rohani Amiliyat Tawiz Love| Noorani tawiz


Jab kurra e arz par bohat sary logon ny ye faisla to khud he liya ho ga ye he waja hai k jab bhi kalay ilm ki bat ki jaye to ye baat zaroor kahi jati hai k hamary pas aik bohat qadeem amiliyat ki shakal mai maujood hai jo karna bohat mushkil ka kam hai. Yehi waja hai k har amal apni ehmiyat ki waja sy amiliyat ki duniya mai zaroor kahin n kahin paaya gaya ho ga.

Is he tarha kayi hazraat ham sy apny mohabbat k masaaail ka hal daryaaft karny ki koshsihs karty hain un ko ye baat maloom nahin shyd k in sb masaail ka hal hamary pas taweez for love mai maujood hai. Hamara sirf aik he taweez kafi hai. Jo log is waqt mayoosi ka shikaar hain un k liye khush khabri hai k apny tamam mohabbat sy mutaliq masaail ka hal is taweez mai payen.

Amliyat Taweez | Kala Jadu Online Services :



Qadeem zamanay mai ilm e sehar ka rawaaj bilkul aam tha aur bohat c aur cheezon sy ziada ahmiyat ka haamil tha. 

Phir yunanion aor paarsion ny is ilm ko wahan sy seekhnay ka amal shuru kiya aur is amal k liye kafi ziada mehnat karty rahyy mahir e ilm aamil hazrat kaldaani is fun mai bohat ziada mahaarat rkhty thy. Ye log zaman e namrood k hain jis zamany mai kaldaniyon ny 6 qisam k zabardast aur nehyat he taqatwar tilism banaye jo k aam inanon ki aqal sy aur wehm o gumaan sy bohat oopar thy.

Jadoo Garer kala jadu kase kerrta ha:


Kuch esi baaten jo aqeeda e paleetgi aur jhoot par mabni hoti hain aur is qisam k logon mai paayi jati hain jin ki madad sy wo logon mai fasad phelaty hain aur apny nafs aur shetaan ko khushi pohnchaty hain mandirja zail hain :

ü Ghair ALLAH k naam par niaaz baantna ya niaz dilwana.
ü Shariyat k ehkaamat sy inkaar karna ya us ka mazak uraana.
ü Namaz k baray mai ye kehna k mujh par namaz farz nahin hai.
ü Paleet halat mai rehna ya jism ko barhna rakhna.
ü Paleet halat mai taweez likhna.
ü Suar , ullu , badnawar , chipkili , samp , sanda , ya beejo waghera ko apny paas rakhna.
ü Baghair parda kiye aurton ko apny saamny bithana.
ü Charas aur ganja khud bhi peetay hain aur apny mureedon ko bhi pilaaty hain.
ü Ghair rasmi aur ghair allah ki baaten bohat ziada karna.
ü Durga ram chandar hanuman waghera ko mazhabi peshwa bana kar paish karna.
ü ALLAH aur us k RASOOL SAW ki baton ki bajaye duniya ki baton ko namoona bana kar paish karna.
ü Ghair ALLAH k naam par khoon bahana ya koi janwar zibah karna.
ü Choke ka amal karty hain ya phir kisi bhi jin devi deyo waghera k choke laganay k liye kehty hain.
ü Kalay ilm k zariye ilaj kiya karty hain.
ü Kiisi qisam ki shaitaani shakal ko lagana ya latkaana ya apny galay mai he latka lena.


Yaad rakhen k ye cheezen kisi bhi shakhs mai dekhen to foran he us se doori ikhtiyar kar len kyun k wo yaqeenan ap ki tabahi ka khuwahish mand ho ga. Jo shakhs khud shetaan marddood k samny apny emaan ka soda kar chukka ho esy shakhs sy bhalayi aur achayi ki umeed rakhna bewaqufi ka muzahira karna hai. 

Wo ap ko seedhi raah par ly jany ki bajaye dozakh ki raah ap k liye hamzwaar kary ga. ALLAH hm sab ko QURAAN parh kar us par sahi tareeqay sy amal karny ki taufeeq ata farmaye aur kala jadu se mahfooz rakhe ameen.

1 comment:

  1. Kisi ko b koi problem ho tou in shah shab sy rabta kro 0305 seven nine two zero seven one eight

    ReplyDelete