Saturday, 24 June 2017

kala jadu specialist online love back services

kala jadu specialist online amil baba


Kala jadu aur online kala jadu ki haqeeqat sy inkar nahin kar sakty ham. Kyun k ye aik aesa mazmoon aur ilm hai jo zamana e qadeem sy hamary beech apni asal halat mai maujood hai. Han ye zaroor hai k kala jadu karny waly jadugaron aur amil baba ki tadad zmana e qadeem mai maujood jadugaron sy bohat kam ho gayi hai lekin ye kehna ghalt ho ga k kala ilm aur kala jadu karny waly maujood he nahin, kyun k kala jadu karny waly aj bhi mojood hain.Dhekte han ke kala jadu specialist is bare me kia khete han.



Jesy k ham sb janty hain k hark am ko sar anjam deny k liye aik baqaedah tareeqa e kaar hota hai aur hark am ko karny sy pehly ussy seekhna parta hai.Aur ye app ko kala jadu specialist he sikha sakta ha.


  •  Isi tarha  jadu karny sy pehly bhi seekhna parta hai jo k aj kal k daur mai aik bohat mushkil kam hai itna waqt aur mehnat to ham khud tak nahin lga sakty kyun k jab ham ny  jadoo seekha tha to kafi mehnat karna pari thi.

  •  aur bohat sari mushkilaat bhi paish ayi thein is lye kala jadu seekhna aur karna har kiisi k bas ki bat nahin hoti tabhi to ham jab bhi kisi mislay ka shikaar hoty hain to online kala jadu specialist ko talash karty hain . 



  • aur ziada tar logon ko siwaye mayoosi k kuch bhi nahin milta kyun aj kal k daur mai online internet par ziada tar har jagah fraud aur dhokybazi he ki ja rahi hoti hai. Beshak kahin koi asli kala jadu specialist bhi hon gy, lekin jahan itni ziada tadad mai jaaliamil baba bethy hongy un mai asli amil baba ko talash karna mushkil ho jata hai. 

  • Ye bht he na mumkin c bat hai k kisi ko itni asani sy asli online kala jadu specialist baba mil jaen.





kala jadu specialist | Kala Jadu Aur Jinnat Jadu Ki Haqeeqat :

Aj har insane is bat ko achi tarha sy janta ho k kala jadu hota kya hai aur is ki kya haqeeqat hai lekin sath he sath kayi esy log bhi hon gy jo kala jadu ki haqeeqat sy inkar karty hon gy k kala ilm hota he nahin hai aur kiya bhi nahin jata is ki waja un ki Islami taleemat sy doori k siwa aur kuch bhi nahin.

Kyun k Islam mai jadu aur us ki haqeeqat ko ssaaf alfaz mai bayan kar diya gaya hai.
Ab bhi agar koi shakhs kala jadu ki haqeeqat sy inkar kary gay to us ko sochna chahye k wo Quran ki haqeeqat sy inkar kar raha hai aur apny is soch par us ko nazar saani karni chahye baqaedah tehqeeq karni chahye k kala jadu kya hai aur tabhi wok ala jadu ki haqeeqat ko jaan sakta hai.Agar aap ko lage ke aap per jadoo ke asrat han to app kala jadu specialist se rabta keren.


Kala Jadu Types by kala jadu specialist


Jadu ki to bohat sari iqsaam hai jo ham peachy bata chuky hain or itni ziada k hain k un sa ka zikr karna mushkil ho ga. Lekin jis insane par kala jadu karwaya gaya ho us ki ye alaamaat hain. Yun to har kisi par alamaat bhi mukhtalif zahir hoti hain lekin ye alamat sb mai he paayi jati hain. Ye 10 kala jadu ki iqsaam kafi moatabar hain.

1-   Jadugar apny shikaar insane par jadu k zariye jinnat o shetan musallat kar dety hain jo us ko soty jagty khaaty peety har waqt bohat tang karty hain.


2-   Jis insane par jadu kiya gaya hota hai us ko apna jism har waqt bht bhaari mehsoos hota hai jism mai sooiyaan chubhti mehsoos hoti hain, bilawajah har waqt bechaini aur thakawat ki waja sy susti rehti hai aur bohat ziada ghussa bhi ata hai.


3-   Jadu k zariye jadugar miyan aur biwi k azdwaji taluqaat bhi kharab karwa deta hai jis kii waja sy wo dono har waqt apas mai larai jhara karny mai masroof rehty hain yahan tak k nobat talaq tak ja pohchti hai.


4-   Jadu k zaer zadd insane ko khwaab mai gandgi aur nijaasat dikhayi deti hai khaufnaak shklen bhi dikhayi deti hain jin sy dar k wo uth jata hai aur sony mai bohat zaida mushkil paish ati hai.


5-   Jadu ki sab sy ziada sakht aur buri alamat ye hai k jadugar jab kisi insane par jadu karta hai to wo insane QURAN aur Islami taleemat sy doori ikhtyar kar leta hai aur ibadat sy door ho jata hai.


6-   Jadugar jinnat k sath mil kar insan par bandish laga dety hain jis ki waja sy us ki naukri, karobar, rizq, dukan, maal, aulad, sab par sakht tareen bandish lag jati hai.


7-   Jadu ki aik alamat ye bhi hai k sara chehra seyah rang ka ho jae ga aur jism par bhi zakhmon k ajeeb o ghareeb nishan dkhayi deny lagen gy.


8-   Jadugar jadu k zariye insane k dil o dimagh par qabza paa lety hain aur is ki waja sy insane wo sab kuch karta hai jo jadugar us sy karwana chahta hai.


9-   Kabhi kabhi yun bhi hota hai k jadu k zer e asar insane ur us k ghar walon ko bht ziada nuqsan hona shuru ho jata hai aur ghar mai tabahi o barbadi shuru ho jti hai.


10- kala jadu specialist gar jab kisi par apna waar karta hai to jinnat k zariye wo us shakhs ko kisi la ilaaj marz mai mubtila karwa deta hai. Ya phr insane ki maut ka sabab bana deta hai. 

11.Ye aik esi alamat hai jis ka sahi waqt par fauri taur par ilaj karna bht zaroori hota hai.
 

Kala Jadu ka Tor | Kala Jadu Ka Ilaj :


Agar ksi par khuda na khwasta jadu ho jaye to us ka ilaj kesykiya ja sakta hai. Is bat ko samajhna bht zaroori haik kala jadu ka tor sirf aur sirf QURAN sy mumkin hai us k ilawa aur kisi bhi amal k zariye kala jadu ka mukammal ilaj nahin kiya ja sakta, likn kayi jaali peer baba aur esy jail amil bhi maujood hain jo saada aur masoom awam ko gumrahi ki taraf ly ja rhy hain aur un ko ye bataty hain k kala jadu ka ilaj sirf kala jadu k zariye he kiya ja skta hai jab k ye tabahi o barbadi ko daawat deny k mutaradif hai.

Ye misaal dety hain k jesy lohay ko loha he kaat sakta hai wesy he kala jadu ka tor kala jadu sy he ho sakta hai jab k ye har giz durust at nahin hai kala jadu aik andhera ha shetani andhera aur gumarahi jis ka ilaaj roshni sy ho sakta hai aur wo roshni QURAN  sy he mil sakti hai . kyun k ye kabhi mumkin he nahin k andhery o andhera kahtm kr saky andhery ko to roshni aur nor he khtm kr sakta hai.App ilaj ke liye hamare kala jadu specialist se rabta ker sakte han.

Kala Jadu Ka Ilaj QURAN Sy :


Agar kabhi kisi ko kaly jadu ka ilaj kalay jadu sy krwany sy faida hua bhi hai to wo mehez aarzi hua ho ga kyun k mustaqil aur mukammal taur par faida sirf QURAN k zariye he mumin tor par hasil kiya ja sakta hai.

 Is bat ko samjhna hamary liye bht ziada zarori hai k agar ap par kisi ny kaala jadu karwaya hai to us k ilaj k liye kisi jaali amil baba k pas ja kar apna paisa barbad karny sy parhaiz Karen aur tehqeeq k bad us ka rohani ilaj karwany k liye kisi asli amil baba sy QURAN  k zariye karwaiye. Kala jadu ka ilm ham bhi janty hain lakin hm bhi hr mareez ka ilaj QURAN k zariye he karty hain aur isi k zariye ilaj par yaqeen rkhty hain. Aur QURAN  k zariye kiye gaye ilaaj sy yaqeeni tor par mukammal shifa e qamila hasil hoti hai.


Kala Jadu For Love | Kala Jadu Taweez For Love Marriage :


taweez Mohabbat k liye kala jadu k zariye bht kuch kiya ja sakta hai. Kyun k agr ham jadu karny ki baat kren to ye bat saf ha k jadu aik taqatwar ilm hai jis ki madad sy hamary mohabbat mai paish ane waly masaail ka hal ho sakta hai. Mohabbat ka taweez mai paish ane waly kisi bhi mislay ka hal ham sirf kala jadu for love taweez ki madad sy he kar sakty hain.

Ye mohabbat amiliyat k taweez apna asar zaroor dikhaty hain. Ye taweez bohat nayab hain aur inko haasil karna bht he mushkil hai. Lekin h map k liye inhen banaty hain aur ye hamary nihayat he mujrib aur azmoodah taweezat hain.
Ap k har mislay aur mohabbat kii shadi k mislay ka bhi so feesad guarantee k sathhal nikal sakty hain.

Taweez Kala Jadu For Love Marriage :


Kala jadu for love taweez k zariye ap k tamam maasail ka hal ho jaye ga hamary taweez apna asar so feesad gurante k sath dikhayen gy.ham jab bhi taweez likhty hain to wo apna kam zaroor dikhaty hain. Ye hamaryb azmoodah amiliyat k atweez hain. Aur jadu mai bhi bht taqat rakhty hain agar ap bhi qadeem tareen amiliyat k taweezat ka asar dekhna chahty hain apni ankhon sy get love bback yani mehboob ko wapas pany k taweezat apni ankhon sy dekhna chahty hain to ye sirf aur sirf hamary kala jadu k mujrib aur nehyata he tez tareen taqatwar taweezat k zariye mumkin hai. In taweezat ko hasil karny k liye ap ham sy fori taur par rabta kar sakty hain.

 
Kala Jadu specialist Amil Baba | Bengali baba  :


Beshak ap ny kayi jadu karny walay amil baba dekhy hon gy aur ap ko kabhi asal jadu ka amil mila bhi nahin ho ga ye hamari bohat bari bad qismati hai k jab bhi ham kisi qisam k maslay ka shikaar hon to hamen waqt par asal amil baba he nahin milta jo hamary maslay ka hal kar saky jis ki waja sy ham bht ziada nuksan bhi uthaty hain. Internet par aj kal sab jaali baba dikhayi dety hain jinhon ne ye daway kiye hue hain k wo asal amil baba hain. Un k pas jadu ka koi ilm nahin wo sirf jhooy khty hain kyun k ham is haqeeqat ko janty hain k asal amil baba bht kam tadad mai hain jin k pas sahi amiliyat ka ilm hai.

Powerful kala jadoo for love | Mohabbat ka jadoo:


Is bat ka jawab hamen kisi kitaab sy nahin mil sakta k asal Bengal, younan, or misar ka jadu kya hota hai aur kesy hota hai. Internet mai bhi is k bary mai koi shi ilm nahin milay ga kyun k ye seena ba seena chala anew ala ilm hai aur esy raazn jinhen hamesha makhfi rakha jata hai aur ye raaz makhfi amiliyat ki duniya mai he gum ho jata hai. Agar ap apny kisi bhi maslay ka hal kala jadu k zariye karwana chahty hain to ham sy raabta kar sakty hain ham ap k har maslay ka hal apny majrib aur azmoodah awamil aur taweezat sy Karen gy.

Agar aap ka koi bhi masla ha to aap atemad ke sath kala jadu specialist se rabta ker sakten han jo kala jadoo ka ilj aur kala ilm ke kaat ke mahir han aur mohabbat ka tweez ke bhi expert ha.


Friday, 23 June 2017

kala jadu ka tor

kala jadu ka tor | kala jadu ka ilaj


kala Jadu k phalny pholny ki aik waja ye bhi he k insan azal se hi toham parasat or zaef ul itqad paida hoa he, or is waja se wo bad arwah par yaqeen rakhta he, or samjhta he k bad arwah ka saya us par par jata he, or wo logo se chimat jati he or istarah bad arwah masaib or imraz ka sabab banti he or in se kam leny ka zaria ganday, taweez, jhar phonk, safli tareeq e kar rakha gea he. Is post me hum kala jadu ka tor aur kala jadu ke ilaj ke bare me baat karen ge.

 Logo k kheal mein in cheezon ko baroy kar lany se bad arwah tezi se kam karti hein or hasb e mansha nataij samny lati hein.  Isi zaef ul itqadi ne ehal e qaboor ko hajat ehal e qaboor ko sajda rezi ki jati he, daiwataon ko parwan charhaya or isi kheal k tehat ehal e qaboor ko sajda rezi ki jati he, daiwataon ko dan charhaya jata he or in se isatdad mangi jati he. Jin, dio, bhoot or pareet ko musakhar karny k liy chila kushi ki jati he, faal ka sahara lia jata he or kahanton par yaqeen rakha jata he. Iski cchand misalain darj zail hein k tohamat par kis qadar yaqeen rakha jata he. Jesy:

  •    Rony se marny waly k safar e aakhirat mein aabi dushwari paida hoti he.

  •    Khali qainchi chalany se aapis k taluqat manqata hojaty hein.

  •    Agar kisi hamla ka hamal saqit hojay or wo nahany k bad apna saya kisi bhali changora

  •    par dal dy to usy bhi asqat e hamal kaaarza lahiq hojata he.

  •    Agar aankhon mein dam kia hoa surma dal lia jay to har insaan ko nazar ki badolat zair kia ja sakta he, waghaira.

kala jadu ka tor quran se| roohani ilaj


Dafa  e jin aasaib waghaira k liy zail ka amal byhad mufeed he. Is maqsad k liy taza ghusal or wazo kar k do rakat namaz nafal is tareeqy se ada karen k har rakat mein sorah e Fatiha k bad sorah e Kafiron 3 bar or sorah e Ikhlas 3 bar parhain. 

Is k bad qibla rukh beth kar zafran o mushak se zail ki ayat mubarika saat martba safaid kaghaz par likh kar isko isi ayat e mubarika ka 51 martaba parh kar dam karen. Or is naqash ko khushbo laga kar mom jama kar k galy mein dal dein. Or isi ayat e mubarika ka din mein 2 martba 7,7 bar wirad kar k bari bari dono kano mein phonk bhi lagain. In sha Allah Tallah bafazal e aizdi 7 din k andar andar jin o aasaib se nijat mil jay g. ayat e mubarika ye he.


Wo shakhas jis par kisi ne hasad, bughaz ya kisi or waja e dushmani se jadoo o sehar karwaya ho. Or wo naghani mushkilat or pareshanion mein mubtala ho. Unka maraz lailaj ho. Ya kisi ki bhi samj mein na ata ho to zail k amal mein se kisi aik amal sidaq e yaqeen se karny se Allah Rab ul Izaat apni mehrbani fermata he. Or apny piary habib Aaqay do jahan (SAW) k tufail insan ko shafay kuli ata fermata he.

kala jadu |Elamat e Jadoo ul Sehar:

Youn to jado al sehar ki pehcahn asan kam nahi beharha chand aik elamat e zail jado.sehar k shikar insan mein pai jati hein.

1.Insan ka roz be roz laghir or beqarar hona.


2.Zan, farzand or degar iza o aqarab se nafrat ka izhar.


3.Khany peeny ki ashia se tanafar ka izhar.


4. Hadion mein darad, kam sona, soty mein dar k jag uthna.


5 Dard e sir or dard e shikam lazmi hota he or ye daimi hota he.


6.Seeny ki ghutan khas kar rat k waqat hoti he.

kala jadu ka tor wazifa se:


1.  Daria ya nehar ya aab e rawan ya saat nal ka pani lain, isme aik chothai chamach namak milain or is pani ko garam kar lein. Is pani par 313 martaba.

2.     Rozana subeh ko soraj k samny khary ho kar ayat ul kursi ka wirad darj zail tareqy se 11 martba kar k apny opar dam kia karen. 

3.Ya hayyo ya qayyom 7 martaba parhain phir kahain ay hayyo qayyom to hi zinda o qaim he. Mujy apnay hay o qayyom hony k naaty se zinda o qaim kardy. Phir ayat al kursi shoro kar dein or “ Allah ho la ila illa ho wal hayyol qayyom”- zaat mujy zinda o qaim e he or sehar jadoo se nijat dy rahi he jab lafaz “la ho ma fi samawat e wal arade” par puhnchain to yahan siraff tasawor karen k mera nigheban malik samawat wal araz he. 

4. Or har jado is k samny heech he is k bad “ ya muhemeen” 11 martaba parhain. Or agy ayat al kursi shoro karain. Jab lafaz “yashfa o indaho” par puhnchain to lafaz “yashfao” par tauqaf karty hoy is bat ka tasawor karain k dono hi iski grifat mein arahy hein. 

5. Is k sath hi “ indaho” ki zarab kheal hi mein in dono k  opar lagain ( siraf is bat ka tasawor rakhain, k mein aony karny or karwany waly par iski zarab laga rha hon kisi ka nam leny ki zarorat bilkul nahi he). 

6. Is k bad ayat al kursi ko parhna shoro kar dein, or jab “ wala yaodoho hifzohoma wa howa ali ul azeem” par puhnchy to is bat ka tasawor karty hoy k mein ab sehar k asar se mukamal nijat pa chukka hon or Rab zat bar tar o bazurag ki mukamal hifazat mein agea hon. 

  7.saat bar takrar kar k apny dono hathon par phonk lagay or apny pory jisam par phair kar “akhraj fil sehar” keh kar dono hathon ko jhatak dy, is tasawar k sath k tumam jado o sehar mery wajod se kharij horha he. Is tarah 11 martaba is amal ko duhrany k bad 7 martaba ayat al kursi sada tor par parh kar apny jisam par phonk lagay. In sha Allah ul aziz al hakem bafazl e aizdi 11 youm k andar andar har qisam k jado o sehar se nijat mil jay g. faqeer ki taraf se ijazat he.

8.     Zail k amal har qisam k safli jado k khatmy k liy be had mujarib o nafe he. Q k ye amal sheikh abu Muhammad marjai ko khud Hazoor (SAW) ne anaiat farmaya tha. Jiski ijazat faqeer k bazurgan ne anaiat ki hoi he. Amal hasab e zail he.
se aakhir tak aik martaba. Ayat  aik martaba, ayat  se aakhir tak, phir sorah e Falaq or sorah e al naas pori or phir   

In sabko bad is namaz fajar or qabal is taloo e aaftab bawazo halat mein kisi cheeni ki tashtari par shehad or gulab se likhein or is tashtari ko pani se dho kar is pani ko nihar mon  rahy na sehar baqi keh kar pi lain. 7 se 11 roz tak is amal se har qisam ka safli ilam waghaira ka asar batil hojata he, or insan tandrust o tawana hona shoro hojata he or bil aakhir sehat e kamla hasil kar leta he.



kala jadu ka tor taweez se | aweezat-taveez jadoo ka tor:


        Jadoo, toany, sehar, nazzar bandi or safli ilam k tor k liy zail ka amal byhad nafe or akseer he or faqeer ka by had mujarib he, is maqsad k liy bad is namaz e fajar bawazo halat mein safaid tashtari cheeni par shehad or zafran o gulab se zail ka naqash banain. 

     Or aik adad naqash safaid kaghaz par zafran or gulab se banain, or dono bar sorah e char Qul 11,11 martaba darod e Qurani 21 martaba parh kar dam karain, kaghaz wala naqash khushbo laga kar mom jama karain or usko galy main dal len, ya sedhy bazo par bandh len. Galy mein dalny wala naqash taloo e aftab se aik ghanta k andar andar pehna dein, or tashtari waly naqash ko pani se dho kar pani ko din mein ali ul subeh nahar mon, bad namaz e asar or bad namaz e isha 3 martaba 5,5 ghont pi lein, peety waqat darod o qurani ka 3 martaba parhna zarori he. Insha Allah Tallah 21 roz k andar andar har qisam k jado toany se mukamal nijat mil jay g.

Darod e Qurani :
Bad iz shafa o sehat tandrustagi 4 rakat namaz nafal shukrana barga he aizdi mein paish kar dein or hasab e tofeeq niaz Aaqay e do jahan (SAW) bachon mein taqseem kar dein.



kala jadu tone ka ilaj | kala jadu ka tor in hindi


       Sehar o kala jadu k tor karny k liy baroz itwar sharaf e shamas mein bawazo halat mein safaid kaghaz par zafran o gulab se sorah e muzamil shareef mukamal tehreer karen or us k girda gird ayat al kursi or sorah e fatiha bhi likhain or nechy darood pak tehreer karen.

     Aik botal mein pani ly kar is naqash ko dal dein or is mein se pani 5 ghont rozana subeh nehar mon darod pak 5 martaba parhty hoy or rat ko soty waqat 5 martaba yehi darood pak parhty hoy pi lein, or chalo bhar pani ly kar apny chehry or seeny or garden or kano k andar lagain.


     Is botal ka pani hafta bhar istamal karain, agali itwar ko phir taza naqash bna lein. Or usy hafta bhar istamal karain. In sha Allah 3 martaba k musalsal amal se har qisam k jado , safli jado or safli ilam waghaira se nijat mil jay g. (ijazat he) . Darod Pak ye he:yani namaz wala durood.


        Is maqasad k liy cheeni ki saaf tashtari ly kar is par shehad or zafran se zail ki ayat mubarika bad iz namaz e fajar likhain. Or phir isko qadry ghee se saf kar lain, or ye ghee mashoor ko chita dein. In sha Allah 11 roz mein jado o sehar ka khatima hojay ga.

Is baab me kala jadu ka tor aur kala jadu ka tor quran se is ke ilawa kala jadu ka ilaj aur kala jadu ka tor taweez aur wazifa se bayan ker dia gia ha.



Thursday, 22 June 2017

kala jadu ki is aqsam

kala Jadu ki Iqsam:Types of kala jadu


kala jadu ko do qismoon mein taqseem kia gea he, aik qisam takhyyali he jiska daromadar shoobada bazi or hath ki safai he, dosri qisam wo he mein filhaqeqat mard o zan mein judai dalna or logo ko preshan karna he. 

Mahreen e fun jado ne isko do shakhoon mein taqseem kia he, aik sehar bilmisal or dosri sehar lamsi, in dono ka taluq tasalsal kheal se he, aik mein mumasil kheal pay jaty hein or dosri mein marbot o mutsil khialat. Pehli qisam ka taluq sehar bilmisal se he or dosri ka taluq sehar lamas se he. 



Sehar bilmasal mein amali iqdam or natijy mein mumasilat pai jati he, jesa k aik aam kahawat mash’hor he, kali entain kaly road, Allah mian meen barsa zor o zor , ye aik sehr e bilmasal ki amali shakal he. Or is qisam mein kisi bhi shay k mumasil se hi jadoo toany ka sahara lia jata he, jesy kisi ko zehni takleef puhnchany k liy jado toany mein soian c chubh rahi hein waghaira waghaira.


1.Isi silsly mein putaly or gudy waghaira istamal kia jaty hein jo jado k shikar k ham shakal or hum masal hoty hein.


2.Aor is zaman mein ye dastor aam he jis se aam jadoo mein kam lia jata he istarah baaz mamlat mein mukhtalif janwaron ki bheent bhi li jati he, gharz e k tarah tarah k aisy tariqon se kam lia jata he, jis mein bahmi mumaslit kargar hoti he.


3. jab k dosry tareeqy mein amoman hepnatisam jesa tariqa istamal kia jata he, or hathoon k lamas or baton se dosry ko kisi weham mein shaded had tak mulawas kar dia jata he, jis se chutkara pana is k liy namumkin hojata he.


4. ya phir insan k kapron ya kisi aaza ya murdoon ki rakh waghaira jisko urf e aam mein masan kaha jata he, is se kam lia jata he.

Kala jadu ki pechan| haqeeqat

 
Iqsam Jadoo Imam Razi (R.A) ki nazar mein:

1. Saat sitaroon ki pooja ka ilam ul sehar ( jaded dor mein isy ilam al barooj qarar dia gea he.


2. Ashab o adham or nafos qawia ka sehar (kaloo jadoo jisy kaha jata he).


3. Ghatia arwah or sheetan o jinnat k zaria sehar (safli amal wala jadoo).


4. Shobda bazi or or baraq raftari se aankhon ko musakhar karna hepnatisam.


5. Ajaib ul ashia se sehar (nazar bandi waghaira) .


6. Adwiati jadoo ( adwiat k zariay insano ko zehar waghaira dena ya masan dalna.


7. Chughal khori or nafrat bhara sehar ( hasad or nazar bad).


8. Mukhtalif daawon wala sehar ( mukhtalif jinnat, dio, pari, bhoot waghaira ko qabo kar k kam lena).




kala jadoo jinn aur arwah 

Baqol e fareezar “aik aisa jhoota fun jo science ki harami behan he” 

Chon k insan ne ilam o irfan k ibtadai madarij mein sakhat tareen khata khai he or usne ibtada mein ye jana k arwah kainat mein asar o nafooz rakhti hen or mamolat fitrat mein dakheel hoti hein.

Is ghalat aqeedy ne apna asar o rasookh is qadar barhaya k insaan ne har bat mein Allah Tallah ko chor kar arwah ki tarf rajoo karna shoroo kar dia, arwah aadmi ko khofzada karti rehtin, bhaly logo ki arwah to khair kuch na kehti, ulbata ashrar ki arwah byhad tang karti, rat k waqat chalti phirti or log inhy dekh k seham jaty.

or jadogar in bad arwah ko tabee kar k un se takhrebi kam karwata, ibtadai zamany mein aik or nazria jo parwan charha wo bhoot pareet ka tha, iski waja ye thi k aadmi k saath saath uska saya or akas bhi mojod hota he. Goya marny k bad yehi saya or akas bhoot pareet ki shakal mein muntaqal hojata he, or phir khwab mein bhi nazar aaty hein jo zindoo k hum shakal hein.


Kala Jadoo aur bhoot preat:


Bhoot ko aik tarah se rooh ka ghair taraqi yafta jad e amjad kaha jata he, is k janam leny se hi log us se darny or khof khany lagty hein, agarche kai itbar se ye zinda aadmi se mumasil hota he lekin us k tor tareeqy ghair na pasandeda hoty jis ki bina par logo ne in se hazar ha qisam ki batein mansoob kar k unko ghair marai rutba or shaan dy di.

or isitarah unko hazaron bad kam karny ka zimadar thehraya, or bad mein devi devtaon ka nam dy kar Allah k masal ya chota khuda kaha jany lga.

or inhein mukhtalif qowaton ka mazhar gardana gea. Chonke insan azal se tohamat ka shikar tha or tohamat ka zakhera is qadar wasee o areez he k jo kabi bhi khatam nahi ho sakta, or insani zehan iski behtreen parwarish gah he, or is se khudaoon or neem khudaon ka ghair mukhtatam silsila paida hoa or in se nimtany k liy jo tor insan ne dariafat kia uska nam kala jadoo rakh dia.Is baab me kala jadu aur kala jadu amil baba ke haqeeqat aur jinnat aur arwah ka baab mukmal ker dia gia ha.



kala jadu amliyat taweez for love back

Kala Jadu Amaliyat |Taweez for Love Back :


Tareekh is bat ki gawah hai k is duniya k ajood mai hony tak sy ly ka raj tak jadoo bohat qadeem hai. Issy ham kala ilm bhi keh sakty hain. Tareekhi aitbarsy ye utna he purana hai jitni ki ham insanon ki tareekh purani hai. Arabi zaban mai kala jadu ko seher k naam sy jana jata hai aur is k asraat waqt guzarny k saath sath khtm hoty hue dikhayi dy rahy hain.


Ham aj kal ki duniya yani jaded dor mai reh rahy hain likn is zamany mai bhi kehna mushkil ho ga k kala jadu an khtm ho chukka hai aur is ka koi wajood nahin hai. Aj k dor mai bhi kahin na kahin kala jadoo karny waly zaroor maujod hain. Lekin unhon ny apny ap ko mukhfi rakha hua hai. Hamara kala jadu amiliyat taweez for love ko duniya maanti hai aur hm job hi karty hain wo apna asar zaroor dikha deta hai ap beshak azma kar dekh lijyye.



Kala Jadu | kala Jadu Amiliyat Ki qadeem Tareekh :


Amiliyat kala jadu ki tareekh nihaayat he qadeem hai aur ye aik mukhfi aur pur asar amal hai jo k tamam shayateen k zair e asar kaam karta hai aur haraam is ka kaam aur palit hai. Bohat sy eesayi logon ka ye bhi man’na hai k nend, maut aur khwab aur haadsaat ka bs insane zehen par arwah ka tasawwur ya sawaar ho jana he kala jadoo hota hai.

Aj kal k logon ka ye man’na hai k jadoo un k mary hue aba o ajdad sardaaron jadoogaron hamkeeron aur devi devtaon ka kala jadoo rohani amiliyat mujrib qadeem tareekhi tor par is duniya mai rehty hain. Aur logon ka tang karna bhi jadoo k zair e asar hai. Jab k haqeeqat is sy bilkul mukhtalif aur is k baraqs hai.

Rohani Amiliyat Tawiz Love| Noorani tawiz


Jab kurra e arz par bohat sary logon ny ye faisla to khud he liya ho ga ye he waja hai k jab bhi kalay ilm ki bat ki jaye to ye baat zaroor kahi jati hai k hamary pas aik bohat qadeem amiliyat ki shakal mai maujood hai jo karna bohat mushkil ka kam hai. Yehi waja hai k har amal apni ehmiyat ki waja sy amiliyat ki duniya mai zaroor kahin n kahin paaya gaya ho ga.

Is he tarha kayi hazraat ham sy apny mohabbat k masaaail ka hal daryaaft karny ki koshsihs karty hain un ko ye baat maloom nahin shyd k in sb masaail ka hal hamary pas taweez for love mai maujood hai. Hamara sirf aik he taweez kafi hai. Jo log is waqt mayoosi ka shikaar hain un k liye khush khabri hai k apny tamam mohabbat sy mutaliq masaail ka hal is taweez mai payen.

Amliyat Taweez | Kala Jadu Online Services :



Qadeem zamanay mai ilm e sehar ka rawaaj bilkul aam tha aur bohat c aur cheezon sy ziada ahmiyat ka haamil tha. 

Phir yunanion aor paarsion ny is ilm ko wahan sy seekhnay ka amal shuru kiya aur is amal k liye kafi ziada mehnat karty rahyy mahir e ilm aamil hazrat kaldaani is fun mai bohat ziada mahaarat rkhty thy. Ye log zaman e namrood k hain jis zamany mai kaldaniyon ny 6 qisam k zabardast aur nehyat he taqatwar tilism banaye jo k aam inanon ki aqal sy aur wehm o gumaan sy bohat oopar thy.

Jadoo Garer kala jadu kase kerrta ha:


Kuch esi baaten jo aqeeda e paleetgi aur jhoot par mabni hoti hain aur is qisam k logon mai paayi jati hain jin ki madad sy wo logon mai fasad phelaty hain aur apny nafs aur shetaan ko khushi pohnchaty hain mandirja zail hain :

ü Ghair ALLAH k naam par niaaz baantna ya niaz dilwana.
ü Shariyat k ehkaamat sy inkaar karna ya us ka mazak uraana.
ü Namaz k baray mai ye kehna k mujh par namaz farz nahin hai.
ü Paleet halat mai rehna ya jism ko barhna rakhna.
ü Paleet halat mai taweez likhna.
ü Suar , ullu , badnawar , chipkili , samp , sanda , ya beejo waghera ko apny paas rakhna.
ü Baghair parda kiye aurton ko apny saamny bithana.
ü Charas aur ganja khud bhi peetay hain aur apny mureedon ko bhi pilaaty hain.
ü Ghair rasmi aur ghair allah ki baaten bohat ziada karna.
ü Durga ram chandar hanuman waghera ko mazhabi peshwa bana kar paish karna.
ü ALLAH aur us k RASOOL SAW ki baton ki bajaye duniya ki baton ko namoona bana kar paish karna.
ü Ghair ALLAH k naam par khoon bahana ya koi janwar zibah karna.
ü Choke ka amal karty hain ya phir kisi bhi jin devi deyo waghera k choke laganay k liye kehty hain.
ü Kalay ilm k zariye ilaj kiya karty hain.
ü Kiisi qisam ki shaitaani shakal ko lagana ya latkaana ya apny galay mai he latka lena.


Yaad rakhen k ye cheezen kisi bhi shakhs mai dekhen to foran he us se doori ikhtiyar kar len kyun k wo yaqeenan ap ki tabahi ka khuwahish mand ho ga. Jo shakhs khud shetaan marddood k samny apny emaan ka soda kar chukka ho esy shakhs sy bhalayi aur achayi ki umeed rakhna bewaqufi ka muzahira karna hai. 

Wo ap ko seedhi raah par ly jany ki bajaye dozakh ki raah ap k liye hamzwaar kary ga. ALLAH hm sab ko QURAAN parh kar us par sahi tareeqay sy amal karny ki taufeeq ata farmaye aur kala jadu se mahfooz rakhe ameen.

mohabbat hasil karne ka taweez

Powerful mohhabat hasil karne ka taweez:

ye mehboob ko hasil karne ke liye zabasast mohabbat hasil karne ka taweez ha magar allah se daro aur haram ke liye mat kero sirf jab tuhara iradah nikkha ka ho tab kero warna baaz rahe to acha ha.

Aur jab talib matloob se maqablee se aziz aa jai aur is se muqablee ka koi rasta na payee to pher tum neache die gai naqush ko matloob ke nishan per yani us ke istimall suhuda kapre per munasib mushadee se likho yani saat ka khayal raho ke mushtei ya zuhra ki ho aur din jumme ya mangal ka ho.

ab jab tub irada kero is amal ke karne ka to pher tum jalao uodh hindi jawi aur loban ke saath itlaq kero aur neache die gi mohhabat hasil karne ka taweez ko safad khazi per kali roshani per likho aur agar tumhara irada badla lene ka ho to pher surkh sahi se likho aur dawat o azeemat 41 martaba pheroo.






tum mehboob ke dil me muhhabat azeem dheko ge aur wo tumhare bagair ek pal bhi na rah sake ga.wo tumhare taraf dorta chala aye ga.


  • Aur tum apni kisi galti ka azala is amal love per nahi ker sakte kio ke buhat dafa ka azmoodah amal ha.


  • Tum ko lage ke kam nahi hoa to ghabrana nahi ha.

  • Is amal ko dobara kero.

  • Ye yaad rakho ke amliyat mohabbat me raizat shart ha.

  • Tum mayoos na ho aur apni mehnat kero 

Result zaroor aye ga aur tum apne mehboob ko pa lo ge.

Ye amal mohabbat ko hasil karne ka taweez buhat he fast working aur zabardast ha bus tum apni will power aur khud per yaqeen rakho to pani per bhi chal sakte ho.ye bab mukamal hoa.

taweez baraye mohabbat

Taweez baraye mohabbat yani wasale mehboob:

Wo mehboob jo bewafa ho aur jis ne kisi se berukhe ke ho us ke liye ye amal lajawab ha aur buhat he zabatdast kala jadu taweez  baraye muhhabat ha.

Tum is taweez ko atwar ke din phele saat me lihko aur dawat o azmar is per pher ker 71 martaba dub kero.anda kali murge ka ho aur us ko tum ne khud hasil kia ho yani taza ho yani ke wo anda taza ho na ke kisi dukan se lia gia ho.

pher tum us ande ko loban aur sandal rose ka itlaq kero yani dhoni do aur amal ki rayazat phele taweez mohhabat ko inde per likhne se phele ker lo to ye bhetar ha aur tum is ki taqat ko samjo to is ki riazet se buhat se kam liye ja sakte han aur is cheeez ko bhi samjoo ke kinn insan ki qasam mane per majbor han.

Jab tum dawate amal mohhbat yani qasme iblees de chuku jis ka tareeqa ye ha ke is ko 21 din tak rozana 41 martaba phero aur agar 41 din phero ge to razze azeem dheko ge.




  • pher ande ko phele saaf ker lo.
  • us per ye tawiz likho.
  • ab us per dawat 21 martaba phero.
  • ab dawat ke aker me name o maqsad ka itlaq kero.
  • mehboob ka qawi tasawar rekho.
  • us ke baad ande ko naram aag me dafan kero.
  • us ko garmaish puanchte rahe magat jale na.


To dheke ga is azeem amal ki taqat ke kese tera mehboob tere qadon me ata ha aur ye taweez baraye mohabbat ka buhhat he zabbardast amal ha.aur allah se darte rahna ke us ke lathi beawaz ha.kisi per jabbaran zulm na karna.

shohar ki mohabbat ka taweez

Shoar ki mohabbat ka taweez yani amal hub:

Yahan per jo shoar ki mohabbat ka taweez barai shoar die gie han wo buhat he mufeed han aur azmooda ha magar haram ke liye na kare.AAg kal mian biwi me jghra ek amm se baat he aur ye masla rooz baroz bar barhat ja raha ha.isi lie muje buhat se email ate ha ke is masle ka loi hal baten ya koi ayesa tawiz o amliyat baten jis se sotan ka masla ya mehboob o shoar ka masla hal ho sake.

Is lie hum ne is post me ayese taweez mohabbat shoar ka intikhawab kia ha jis se aap log istimal ker ke ek ache zandagi guzar saken aur aap ka gharana pur sukoon ho jai.Magar ye amliyat o tawiz mohhabat sirf mia biwi ke lie han in ko najaiz isimal na kare aur na he koi fayda hasil ho ga.

  • shohar ki mohabbat ka taweez #1


no chandi jumerat sy geyarah so martaba 1100 geyarah 11 din tak parhen ha aur roozana 11 taweez likhne han.

1.amal ko 1100 dafa pherne ke baad taweez per dum karen aur pher wazan ke neache daba den .

2.dosra tareeqa mohabbat ke amal ka ye ha ke geyarah kali mirchen ly kar aik aik par geyarah geyarah 11 martaba parh kar dam Karen aur aag mai jala den koyly ki matloob foran he haazir e khidmat ho ga. Har jaiz maqsad k liye han.


shohar ki mohabbat ka powerful taweez #2

pehly is amal ko rozana saat so saat martaba parhen geyarah din mai taskheer Karen is k bad agar kisi ka kam karna ho to teen din saat so saat bar parh kar wo hazir ho jaye ga aur hark am ho jaye ga.Is amal ko pherna ya aur is ke saat ki is taweez mohabbat braye shor ki bhi zakat den.

Is ka tareeqa ye ha ke rozana baneeyat zakat is taweez ko 11 martaba rozana likhe aur kio ke ye taweez shaytane ha to us he ki name ki nayaz de.ye taweez kala jadu for love ka buhat he powerful taweez ha azma ker dhek len.

Jab aap shohar ki mohabbat ka taweez ki zakat de chuke to pher taweez ko charag me chambali ka tail dal ker roshan karen aur apni choti ungli se bhi khoon ke chand qatre mila len.pher jis amal o taweez jo neche dia gia ha aap ne zakkat de ha us ko aap ne tasawree mehboob ke saath 108 martaba pherna ha.




amal:''peapal me bar bar ka than uper bheta azazil sheytan mere shakal ka bun shaytan flan bin flan ko ja rand mere shakal ka bun ke us se ho hum kalam jab tak na dheke mera mukh tab tak na aye chain o sukh jo mera itna kam na ker ki liye to apni mata ke khoon se nkawe''


shohar ki mohabbat ka taweez hub #3



Tarkeeb : is amal ko rozana saat din tak saat hazar pandra 7015 bar parhen. Aur mandirja zail taweez ko taiz aag k neechy dafan Karen aik hafta tak garam Karen In Sha ALLAH matloob do roz mai ajaye ga or hark am ho jaye ga.

Amal:''aye kali kalkate wali jaji kali kalkati wale flan binte flan ko laye kali mohabbat ka kamal dekhawe kali phuru asher mhadev terwach chale''




ye tamam shohar ki mohabbat ka taweez buhat he fast working aur powerful han jis ka dil kare azma le.