Wednesday, 3 May 2017

kala jadu kaise kere

kala jadu kese kere complete guide:



kala jadu kaise kere? to is ka tarika kuch yu ha ke jadugar mashra ma har tarha ki zindagi orr fasad pelata ha orr oss sa lutf andoz hota ha.wo kissy bhi makhlooq azeat rassany ya intehai ghatia borai ka artakab.karna ma taradod nahi karta issy tarah kharibari orr chopaiyo ko halak obarbad kar dana ag laga dana tagaraty samano ko talf kar dana mia biwi ka darmian tafreeq.

dal dana inha banj bana dana ginsy takat ko kamzor karna ya sara sa khatam kar dana ka liye makhsoos marham tayar karna .

hamla aurat ka hamal zaya kar dana logo ko ganoon or haranghy ma batl kar dana pyar aur mohabbat ya bagaz orr nafrat ka liye khaas powder tayar karna or shadi sa pehle mangani ya ahad ya naqsh ko mansookh kara dana jadugar ka pasandeeda amal ma shamil ha.




jadogar kala jadu kaise kere sharait :(condtions)


1.jadoogar apni zindagi my aur mrny ky bad bee apna nfs aur apnee tamam mlkiat yanee mall jaydad , ghr baar aur zariat shaytan k hato frohat kr dy.
  2. is k pass aanado srkshi ,israr aur makro frayb kee aisee taqat ho jo issy shytani aqeeday sy na tlny dy,cahy is k liy issy inthaee sht aut kathin aziat wa aahanat bardasht krna pary.
  3.wo itna bay haya by zameer ho k shafqat wa rehmat,mehrbano aur digar insani aur sharif jazbat sy bilkul aaree ho.
  4.apny sardar iblees ya is k chaney k khaufnaak shakal my samny apny pr ya koee muhlik hathyar ya maut ka phnda dykhne pr is k upar ghabrahat na taare ho.
  5. is kee madad karne my agar iblees taal matol kry ya madad krny sy inkar dy to wo tng dil na ho,balkay is madad k talab karnay my taqat bhr israr kre.aur jb is sy deen ya adab ya arfy ama ya insani qanoon k khilaf koi amal talab kiya jai to is kee tameel ya tanqeed my afsos na karay aur na hee malool khatir ho.
  6.wo apni taqat bhr jadoo gree ky kam anjam dy,pabandi sy is fun ka mutala krta raunchy ye jadugari jin shytanee treeko ,jashn aur ijtmaat ka mutalba kry,in kee tnfeez kry,aur in aamal jshan aur ijtmaat k nateeja my khud issy ya is k ilawa kisi aur ko jo museebat wa pareshani lahaq ho is kee parwah na kry,bulky in shytani ijtmaat my waqt muqarar pr khazir ho aur mutayan uqat my in kee tnfeez kry.
  7.wo fitree ya kisee tor pr bhlaee aur hr umda hslat sy mukammil jahil ho.
  8.wo shaitan kee quwwat wa taqat ,aur is kee muawan habees wa shareer ruho kee taqat ka pukhta etiqad kry-in k ahkaam ka farmabardar aur in k qawaneen ka paband ho.
  9.wo tamam adyan wa mazahib ka skhat dushman ho,in pr apna gaizo gazab zahir kry.
  10.In ka istihza kry,aur tamam asmani kitabon sy apnee baat zahir kare,inhy phir in kee behurmati kry.
  11.wo tamaam ahaan wamazahib ka sakhawat dushman hota hai ,in paar apna geez zahir kare.


Kala jadu kaise kare in Islam:(Islamic point of view)



malkia ka nazdeek zandeek ka hokam ma hai or zandeek sa tawaja nahi kari jaati.neez jadoogar ko khatam kar dena khalifa bin rashid ki sanad ha.

jadoogar ko katal kar dana sahiba karam ki badi jamat ka mazhab ha jin ma omar bin khatab,osman bin affan,abdullah bin omar,shamil hai.

syrah iema ma sa imam abo khalifa .imam malik orr ak rwayat ma imam ahmad rahimullah bhi issi ka kail ha.

jadoo karna wala khoya wo mard ho ya orat jadoogar ka pass jata ha orr is sa kissy par jadoo karna ki darkhwast karta ha ya aise shakhs ke pas jata ha jis ka jadoogar hona ka gaman nahi hota is waqt jadoogar iss sa is shaks ka naam puchta hai iss par jadoo karna maqsood hota hai .

wois ki ma ka naam bhi dariya ft karta hai naze matloob shakhs ka baaz nashanaat, masla ball,nakhon,kapra ya tasweer talab karta hai-sawal ya hai ka jadoogar ka matloob shaks ki ma ka nam draft karta hai iss ka bap ka nam draft nahi karta woh is liye ka gab wo ma orr shakhs ka naam lata hai to in

do namo ma sa in ka alfaz ginta ha or dakhta hai ka ya kisi ka kareeb hai pani ka ya zameen ka agar zameen ka to inn namo ko zameen ka indar gadar da orr agar pani ka nazdeek to osa samander ma dal diya osa machle par likh kar dabo da.is ka bad jadoogar hindi mantra pherne ke baad agar batti gala data ha.

Jadu tona kese kere


jadu tone me jadogar dam karna shoroo kar data hai iss ka bad manter likhta ha.iss manter ma jadoogar jin ko bandgi ka paigam data ha.in sa istianat ki gati ha jiss ma allah tallah ki bay hurmati shamil ha sochne waly bat ya ha ka agar ya manter tabah o'barbad ho gai to shakhs ka mamla asan ho jata hai.

 Is lia is manter ko peatal ka daba ma rakhta hai.oss ka bad jo jin ,hazir hota hai wo shaks ka nishan ki mahak soongh kar osa pahchan lata hai orr go ham isa koi hukam da to pora karta hai gussa ka isa pareshan karna.

oss ka dill ma dar pada karna,or achanak sa dill ki ghottan shuru hona or marna lakin agar jinnat iss ka rasta ma a gai to ya dar jata hai orr is gin ko kehta hai [jadoo ka khadim] lakin gab ya pahunchna lagta hai to allah  ka zikar sa gafil hasil kar ka insan ka shareer ma ghus gaya hai or gadoo karna wala faida uthata hai wo is lia kay oo ka woh jinnat oss ko khabar data hai oss ka kya hoa jadoo ki .orr agar jiss shakhs ka opar jadoo kiya jata hai agar woh quran par raha ho to woh jin kamzor par gata hai.

kala jadu se kaise bache:


kala jadu se bachne ke lie manzil ke ayat buhat kam dete hain,rozana subah sham manzil pharne wale per koi jadu asar nahi kerta aur wo her qisam ke shayteen se mehfooz rehata ha.

Is ke ilawa chahal kaaf ka wazifa bhi jadoo ki kaat ke lie azeem ha,ye wo mukhfi pegam ha jo hazrat suleman ne jinnat ko dia tha aur is ke saath quran se 7 salam bhi phere jate han:

Tarqeebe amal:

Is amal ki tarqeeb ye ha ke jab ap namaz magrib ada ker len to apni jagah se uthna nai ha aur salam pherne ke baad 13 martaba chahal kaaf aur 7-7 martaba chahal kaaf pherna ha aur pher asman ki taraf phoonk marne ha.

Is amal ke doran aap ne waqt o jaga ki pabandi ke saath 11 martaba surah muzammil bhi pahne ha take aap 41 din me is ke amil baba bun jayen ge aur kisi bhi mareez ko thek ker saken ge chai us per kitna shadeed jadu koi na kia ho kisi ne.

Is baab me me ne ye mazmoon ke kala jadu kaise kare mukamal tor per bayan ker dia ya.

kala jadu ka ilaj

Kala Jadu ka tor | Jadoo ka ilaj | jadoo tone ka tor:


kala jadu ka ilaj ye hae k aap is k waqya hony sy pehly hee is sy bachao kee tadabeer ahtyar kry . agar wo habis jadoogr apnee jaan aur apna iman shytan laeen ky haa frohat kr chuka hae,apny mzmoom maqasid k husool k liy shytan sy madad talab krta hae.to hamary liy bee shariat ny wazy kia hae .

 Aik bnda momin kis trha apnee jaan aur apny ahlo ayyal ko shytanee hathkndo sy mehfooz rkh skta hae- chunachy aik muslman ko cahiy k wo jadoo aur jadoogro k shr sy bchny k liy drg zail treeky ahtyar kry.




kala jaadu ka tor quran se(cure by quran)



1.eman k zariy apny appko mzboot krnamusalmaan pr wajib hae. k wo hud ko qavi grdany aur apnee tauheed ko allah k liy khalis kr ly-jb wo aisa kry ga to us k iman ko tqwiat  mily gee.


2.Aur is k dil sy masawi allah ka khauf door ho jay ga-ye aqeeda us k dil my rasyh ho jay ga k nafa o nuqsan akyly allah k hath myhae-aik musalmaan ko ye baat zyhan nasheen krnee cahiy.


3. jadoo wagaira k ye tamam zaraay hawaoo kee hrkaat kee manind hae- in sub ka control in k khliq wa malikk hath my hae- chunachy ye kisee ko allah kee mrzee k bagair nafa o nuqsan nh puhncha skty.


4.allah subhana o tala ka jadoo k bary my frmaan hae;  won kisee ko bee azny ilahi k bagair is k zariy nuqsan nh puhncha skty.


 '' allah agar tumhy koee tkleef puhnchay to is k siwa koee is ko door krny wala nh aur agar wo tumhy khair puhnchana cahy to is k fazal ko hatany wala bee koee nh''- (AL-QURAN)


5.chunachy jo koee allah ka khalis bnda ho ga rahto museebat my allah ka haq ada krny wala ho ga aur saree hashiat aur khuf allah hee k liy khas rkhny wala ho ga to is pr ye qoly illahi sadir aay ga.  '' kya allah tala apny bndo k liy kafee nh hae''.


6. bnda jb kamil abodiat ka drja paa lyta hae to is k sath issy allah kee kamil hamayt khasil hotee hae- aisy logo pr phir shytan glba nh pa skta -irshdy baree tala hae; myry bndo pr tujhy koee glba khsil na ho sky ga''.


7 Aisa insan qaviul iman hota hae aur allah tala kee hifazat panah aur nusrat k sabab shytanee assrat sy mehfooz rehta hae-is pr jadoo wagaira k asraat shazo nadir hee hoty hae- jadoogaro ka jadoo sirf kmzoor nafoos pr hee assar andaz hota ha.


8. subhoo shaam k azkaar kee pabandee'' subho aur shaam k azkaar kee pabandee krna jadoo sy bchny ka sub sy bara zariya hae.


9. ye azkaar jadoo ka assar waqya hony sy pehly hee is ko rok dyty hae-aur is ka assrat sy insan ka bachao krty hae-aur is k shr ko dafa krty hae-aur agar jadoo waqya ho chuka ho to ye azkaar is ka ilaj bn jaty hae-allama ibny alqaim rehmallah  frmaty hae.


 10.jadoo ka mufeed treen ilaj azkary illahia hae ye azkaar zatee tor pr mufeed hae.chunk arwah habeesa ky assrat ghatya nueeat k hoty hae.


kala jadu ka tor dua wazifa se


lyhaza in k assrat ka azala issee cheez sy ho skta hae jo tseer my in k braks ho aur in kamuqabla kr sky-jaisa k msnoon ayyat , aur duaay hae jo in bdrooho k assrat ko zaayl kr dytee hae-in k kprhny wala jis qadar qaviul imman aur mzboot ho ga issee qadar in my jinnat wa aasyb k assrat ko door krny kee salahiat ziada   ho   gee'.

ye muamla do faujo kee jmg jaisa hae-in my sy hr aik ky pass apna saman jang aur hathyar wagaira hoty hae-chunachy dono my sy jo aik dosry pr galib aa jay ga hukum us ka hee chaly ga-jb bnda allah sy dilli taluq rkhta ho aur wo is kee yaad sy mamoor ho aur wo apny rb kee taraf rujoo krny wala ho-zuban pr duaoo ,

azkaar aur tauzaat ka vird rkhny wala ho aur is muamly my is ka di is kee zabzn sy hum ahang ho to ye azeem treen asbab haejo insan tk jadoo kay assrat puhnchny my rukawat bnty hae-blky agar jadoo ka assar mujood ho to ye cheezay is ka azeem treen ilaj hae.

jadoogr ye baat achi trha janty hae k un kee hrkaat ka assar kmzor aqeedy k logo pr baree jldee assar krta hae-yahee waja hae k jadoo ka assar sirf khawateen aur bacho aur jahil awam pr ziada hota hae-neez jo log deen tuwakkal aur tuheed my kmzor hoty hae-aur dua ,azkaar msnoon tauzaat sy mehroom rehty hae-in pr bee jadoo ka assarziada hota hae.




kala jadu ka tor in hindi:

Hindustan be bare bare jadoger han aur jadoo ki tareekh bhi buhat he qadeem ha jhan per deota aur devi ko bhent de ker kush kia jata ja aur un se kam lie jate han jis ke lie un ke name per qurbani de jati ha phol aur charhawe chrhai jate han aur pher un se amil baba apne panpasand kam leta ha .

Ab masla ye ata ha ke buhat se log chati han ke un ko kala jadoo ka asal tor hindi me mile magar afsos ke log sirf bakwas likhte han aur hindi me jadu tone ke tor se nawaqif han.aye me app ko btata hon ke is amaliyat ko hindi me kis thara se kerna ha.

step by step procedure:

1.ek khale kamra ho jhan amil ke sewa ya khud mareez agar apne liye amal ker raha ha koi na ho.


2. mati se qabar ki thara ek choki lep keren jis me mati gober aur gai mata ka dhood istamal ho pher is ko sokhne den aur choki tayar keren.


3.jab choki tayar ho ji to ek pathar samne ke taraf laga den aur is per rooz sindhor aur tilo ke tail ke malish keren aur he ho ge hunoman dada ki choke.


4.pher is per beth ker rooz ye mantra 108 bar 41 din tak rooz phere aur waqat aur gha ek ho us ke baad.


5.aamil me atni taqat aa gi ge ke wo bare aram se kisi bhi thara ke kala ilm ki kaat ker sakta ka.



kala jadu ke tor ka mantra hindi me (jo phera jie ga pooja)

""ohum guru jee numhu jeete hunoman kha gi the kilash perbat gi the.kilash perbat se kia liye .swa 
man ki zanjeer liye ,ayse janjeer ka kia kero ge dayan bandhon daken bandhon marha bandhon     masan bandhon ghagre ka gher bandho chare pala pher bandho .jo mere badhai na badhe to hunoman ki agg na phure suput sancha pind kancha phoro manter hunoman ke wacha""

is mantra ko 108 bar fix time aur gha rakh ker uper wale amal me istimal me laye.


kala jadoo ka ilaj taweez se (cure by taweezat)

aag se phele muslim scholar kala jadu ka tor aur ilaj taweez se bhi kia kerte the ,ye taweez roohani yani noori hota ha aur satan aur jinn is se buhat door bagte han ye taweez mere sene ka ek raaz tha jo aaj aap ko babta hon ke is taweez ko kis thara se istamal kia jata ha aur is se jadoo ka autar kis thara se hota ha.


1.taweez ko saffron aur gulab yani rose water se sahai bana ker likhe .
2.taveez ko likhne ke baad uood hindi le ker is tawiz be band ker le.
3.pher mareez ko ulta leta de aue neche ke taraf se is ko naak ke taraf se dhoni de.
4.jab naaq aur ankho se pani ane lage mazeed 30 min dhooni jari rake.
5.is amal ko kerne se her thara ka shareer jin shayteen us ke under se nikal ker bagh ji ga.


Is amal se her thara ke zabardast kala ilm aur jadoo kat ki ja sakti ha.taweez is in image below:



kala jadoo ka tor ka taweez hindi me


buhat se log ayse hindi ke taweez ki talash me rehte han jis se ba asane wo jadu tone ka tor aur ilaj ker saken magar ye nayab cheezen kitabon me khan milte han aye hum aap ko btate han ke hindi me is se ilaj kese kerte han :

1.Is ilaj taweez hindi ko kali murge ke khoon se lakhe.
2.likhne ke liye kabooter ka per istamal kere.
3.din mangal ka ho yani somar ki raat ho to bheter.
4.21 addad amliyati naqush tayar kere aur pani barash ka ho.
5.nuqoosh ko bila naga istimal kerna ha naga nai kerna.
6.pani me thora sa sandal ka araq bhi shamal ker len.

tawiz tor is given in image below:



kala jadu ka ilaj aur kala jadoo ka tor ke tamam types aur tareeqa details me pure thara step by step    guide mukamal biyan ker diya gia ha.

kala jadoo aur jinnat ki duniya ke haqeeqat

kala jadoo Aur Jin Ki Tareef:-

kala jadoo me Jin K laghvi mani “chupny” or “posheda” hony k hen.
Johri kehty hen: “Jan” se murad Abu al Jin (Jino ka baap) he or iski jama Jinian he, jesy hait (bamani dewar) ki jama hitan ati he.

Or Al Qamoos al Moheet me he: ( Janna tul lailu wa janna alaihe , janna wa jonona wa ajanna ho) yani  rat ne isko chupa lia, or har wo cheez jo aap se posheda he, isi tarah (Jin al lail – jeem k kasrah k sath- wa jonona wa jannana) se rat ki tareeki murad li jati he. Or (al mujnah) ziada jinno wali zameen ko kaha jata he, or al jaan jin ki isam e jama he.

Or Lissan Alarab me he ( janna nu junna shai e ya juna tu janna )yani isne cheez ko chupa lia , or har wo cheez jo apse posheda ho us k bary me kaha jata he ( jin annak) ye cheez aap se posheda he.
Isi tarah kaha jata he:



kala jadu jin ya arwah

(Jinna al lailu ya jinna hu jinna wa jonona wa junna alaihe wa youjna- jeem k zama k sath- jonnona wa janna ) yani rat ne isko chupa lia, or Quran Pak me he: ( Falamma Janna alaihi lailu) “ Yani rat ne is par parda kar dia”, or is mani me jin ko jin kaha jata he q k wo nigahon se posheda or oojhal hoty hen, or pait me bachy ko jinain isliy kaha jata he k wo apni maan k shikam me chupa hota he.

Abu umar bin abdul barr kehty hen: Ehl e kalam or ehl e zaban k yahan jinno k darj zail tabqat hen:

1.Jab wo khalis jin ka zikar karty hen to kehty hen: jinni.

2.Agar Jin logo k sath gharoon mein rehny wala ho to usy aamir kehty hen iski jama ummar he.

3.Agar wo bachon se chair char karny wala ho to usy Arwah kehty hen.

4.Agar wo khabees or sarkish hojay to wo shetan he.

5. Or agar is se b barh jay to usy marud ( Sarkish) Kehty hen.

6.Or agar is se b tajawaz kar jay or iska mamla ghalib or qavi hojay to usy afriat ka nam dety hen, or iski jama afariat he.




Jinnat o Shiyateen kala jadoo bary me Ehl e Toheed ka aqeeda:

kala jadu Jinnat k bary mein logon ki aara mukhtalif hen, chunache baaz ne to siry se inka inkar kia he, baaz ne jin k wajood o asbat ki taraf ishara kiy baghair siraf lafaz jin k mani ki tashreeh ki taraf ishara kia he or baaz ne jinnat or shiyateen k mani ki ghair sharai taweel ki he.

“Tumam umatain jinat ka iqrar karti hen or jinno k sath in k itny waqiat hen k inka zikar baese tawalat he, jinno ka inkar siraf jahil filasifaor atbaa waghaira ki aik mamooli jamat ne kia he, lekin akabar umat se jo manqool he wo ya to jinnat ka iqrar he ya is k bary me sakoot…..”

 Dr Ibraheem Kamal Adham apni umada kitab (Al Sehr o lsehrah) mein likhty hen:
“Jin k mozo par behas o guftago mushkil tareen mozoat mein se he, khasosan isliy k is mozo ka taluq aik posheda duniya ki teh tak puhnchta he jo nigahon se oojhal he, isy na to kesi maadi pemany se napa ja sakta he or na hwaas k zariay iska idrak kia ja sakta he”

kala jadoo jinn ke bare me logo ke khalaiyat:


Logo k azhan me jinno k taluq se tarah tarah k aqaid pay jaty hen jo in k moashiry or tabiaton k ikhtalaf naiz in k andar taleem ya jahalat k aam hony k itbar se mukhtalif hoty hen, log daihi elaqon or biabano k jinno se mutaliq bakasrat waqiat biaan karty hen, or inahi waqiat k saath jaado, dajal o fraib or shobada bazi b aam hoti jati he.
Dr Ibraheem Kamal Adham raqamtraz hen:

“Jin or in ki posheda dunia k bary mein har choty bary, taleem yafta or aam mard o orat k kuch na kuch mwaqif or halat o waqiat hen. Jinno k bary mein logo k itqadat par malomat jama karny k liy mene jis shakhas k sath b guftago ki usne mujy achi khasi maloomat mohia ki”.

Jinno k bary mein logo k itqadat k beshumar or mukhtalif masadir hen, chunacha baaz ka masdar wo purany aqaid hen jo logon k amor e fitrat se khof k sbab wajod mein aay, baaz insan ki makhfi khwahshat o tasaworat ko mita deny ka natija hen, baaz ka muraja wo kharafat or jhoty qisy kahanian hen jinhein kahin , jadogar  aur black magic specialist in pakistan or shobada baz apny kam aqal mareezon k samny paish karty hen, baaz sheetani waswasa hen or baaz ka muraja shariat e Islam he ya Islam ki tehreef he.Ye sab kala jadu kase kare ka tareeqa ha.


1.Is mozo par mene jo maloomat jama ki un se maloom ye hoa k taleem yafta or ghair taleem yafta tumam logon ka is itqad par taqreban ijma he k jinno ka wajood he.


2.ye itqad shariat e islamia ki taleemat k mutabiq he. Lekin awam un naas is makhlooq k bary me aisi tafselaat.


3. bareekian or dhair sari maloomat bian karty hen jin par Allah Tallah ne koi dalleel nazil nahi farmai he, aisa maloom hota he k bian karny waloon k or is makhlooq k darmian koi parda hi nahi.


4. bal k wo din k ujaly mein apni aankhon se deikh rahy hon.




Jitny logon se mein ne mulaqat ki jis tarah unki aksriat kala jadoo jinno k wajod ka itqad rakhti he isitarah inka ye itqad b he k jin zahir ho sakty hen or mukhtalif shaklein ikhtiar kar sakty hen, in mein sab se mash’hor shakal kisi moty saanp ya kali bili ,kaly kutty ya bakri ki shakal ikhtiar karna he.

lekin ajeeb bat ye he k bohat se log ye bian karty hen k jinnat agar insan ki shakal mein zahar ho to is k paon bakri k paaon ki shakal par baqi rehty hen, isitarah is itqad par bhi taqreban ijma he k jin bhairiay se darta he or iski shakal ikhtiar nahi kar sakta.

balk wo pory wasooq se kehty hen k jin agar bhairiay ki shakal ikhtiar kar ly to bhairia is par musalit hojay ga or isy apna shikar bna sakta he, inka ye daawa b he k jin bhairiay ki boo se dor bhagta he.

yehi waja he insani aabadi se door pahari ilaqoon mein jin logon se meri mulaqat hoi un me se baaz log aony sath ak esa hijab rakhty hen jis mein bhairiay ka koi nishan jesy baal, daant, hadi ya chamra wagaira ho.

jinnat se logo ka khauf khana:


Bohat se logo k darmian ye baat aam he k wo kala jadoo jinnat se sakhat khof khaty hen or inka naam lety hoy darty hen. Yehi waja he k jab wo kisi jin ka nam lena chahty hen to nam leny se pehly sakhat khof k sath ( Bismillah) parhty hen.

Isitarah baaz wo log hein jin ki peeth mein koi takleef hoti he or is takleef k tibi ilaj se inhein koi faida nahi hota, aakhir mein unka ye itqad hojata he k ye jin k intaqam ka natija he, yani is shakhas ne ghair shaori tor pe ji ko aziat di ho g to jin ne intaqaman iski peeth par zarab laga di he.

Awam ul naas bilkahsos jo log jinnon se tamul karty hen unka ye itqad b he k jinnat ki umarain bari lambi hoti hen, bal k baaz to yahan tak dawa karty hein k jin hazaroon saal zinda rehty hein, wo apny daway par daleel paish karty hoy kehty hein k baaz jinnat jin ko hazir karty hein in se pehly in k baap dada inhein hazir kia karty thy, wallah ilam.

Bharhal age ga ker hum dekhte han ke kala jadoo kase kere aur kia kala jadu specialist waqe kam kerte han jo aksar kala jadoo for love ke bhi dawe kerte han.

kala jadu for love

Agg ka mazmon kala jadu for love ke bare me ha ke kia kala im waqe he kam kerta ha ya pher ye sab jhot ha?Is baat ka jawab ye ha ke dheken kala jadoo kam to kerta ha per allah pak ke marzi ke bagair jado bhi asar nahi kerta jesa ke surah baqara me tafseel se bataya gya ha,

Ek aur sawal ja aj kal logo ke dil me payda hota ha ke kia kala jadu ki agar koi haqeeqat ha to phir kisi amil baba se kam kio nahi hota aur jis amil ko phone kere aur rabta keren phele to wo 100% guarantee deta ha magar jab waqat pura ho jata ha to pher wo kheta ha ke kam me koi rukawat a gi ha aur ye kam pura kerne ke lie ab aur paise chaie .

To ye fraud amil kala jadoo ko badman kerte han aur in ke pass kuch bhi ilm nahi hota,is baat ko sabit kerna ke liye hum ne ye amliyat likhe han take mayoos log jo amileen ke pass ja ja ke thak chke han un ko pata chale ke kala ilm ke kia power hote ha.


kala jadu for love ;

Me aap ko hub ka ek ageeb o ghareeb amal batata hon.ye amal kaala jaadu ka ha aur sariyane zaban me ha.ye ek ayesa amal ya jis ki misal duniya me majood nahi ha.Aur sab se bari baat ke ye amal ka war khabi khali nahi jata.

Is ka amil jis ki taraf bhi ek nazar autha ker dhekta ha wo he us amil ke muhhabat me girftar ho jata ha.Is amal ki liye zaroore qara dia gia ha ke phele tariqe fawaish kere.Aur agar amil  in cheezon se baaz nahi reh sakta to pher ye amal na kere.Ye kala jadu amliyat for love ka kamal ka amal ha.


1.Jab chand grahn lage to kisi elaghda makan me khalwat ikthayar kere .
2.ek hula barta le aur us me pani bhar le jese ke koi bari parat wagara.
3.pher is amal ko phere jab tak chand grahn laga rahe.
4.amal pherte waqat apna saya pani me dheke .




Jab is amal ko istimal kerna ho to amil apne mehboob ya kisi bhi shaks ke ankon me anken dal de aur is ka warid kerta rehe pher palat ker dosre taraf chal pare to wo shaks us ke muhabbat me paga ho gi ga.




kala jadu love mantra:


Mandrazil amal hub aur love ka  manta kala jadoo amal mukhfi Israr me se ha aur hazire matloob ke lie pur taseer ha.Is amal ka tareeqa ye ha ek khaz yani papaer le aur jintne huroof mutloob ke hon autne he tukre kaghaz ke kaat le yani mutloob aur us ki walda ke name ke mutabiq.

Ab is amal ko aurooj mah me shuro kere aur rozana ek bati jis per mehboob aur us ke walda ka name likha ho wo  jilaye .Aur rozana neache die gie abarat ko mehboob ke addad ke mutabiq phere.Her rooz ek ek ker ke tama batayan jalaiye .Is amal ke sifli mikalat mehboob ke dil me buhat he zabardast muhabbat payda ker den ge.

Aur aap ke mehboob ka qalb rujoo ho ji ga,khu wo kitne he fasle per kio na ho aur kisi qaid me band he kio na hoforen taleb ke pass hazir ho ga.Agar amal ke doran he mehboob aa gai to amal ko khatam ker de.









kala jadu for love marriage :

ye jadu tone kal tilisami amal buhat he mujarab ha agar aap manpasand shadi kerna chate han ye kisi muksoos lover se muhabbat bharana chate han aur ye amal hub khalao me ata ha.Is amal me ye zaroore ha ke aap anpe lover ko khalene ke qabal hon.Kio ke ye tilismi jadooi amal jab aap pher ker badam apne mehboob ko khelao ge to wo aap ki muhhabat me pagal ho gi ga aur aap ke bagar ek pal bhi na rah sake ga.

Is amal ke lie zaroore ha ke aap ek ayesa badam talash keren jis me do jurwa badam nilen ye shart is amal ke liye zaroore ha.Pher neache die gai amal ko 103 martaba pher ker in per dum kere aur 1 khud kawe aur dosra apne mehboob ko kilawe pher is amal ka asar dheke.




kala jadu for husband love:


Ye kala jadu ka amal husband ko qabo me kerne ke lie buhat he zabardast ha aur kale ilm ka ek mukfi asra ha to is ka tareeqa kuch youn ka ke jab kisi aurat ko haiz aye to wo us per neache dia gia manter 10000 martaba chab ker ke phonke.Amal her 100 martaba pherne ke baad phoknkna ha aur jab tadad pori ho jai to us ko mehfooz ker le.

Ab youn kare ke khawand ke istimal shuda kapre me se ek tura le aur us ko jala ker us ke rakh bhi dum shuda khun me shamil ker le.Ye aap ka hub ka masan tayar ha.Ab is me se rati bahr us ko rooz rkane me khilaywe to us ka khawand us ka mati aur farmabardar ho ji ga.

Is amal me ye yaad rakhe ke jab is amal ko dum kere yani das hazar bar to ye amal love ek he nashist me phere warna koi fayda na ho ga.


''aum khouyan heren haren aherang sawha''



kaala jadu for wifes love:


Ye amal kala jadu ka bhtreen amal ha jis ke zariye se khawand apne biwi ko ya girl friend ko qabo ker sakta ha aur us se apni her baat manwa sakta ha,Is ka tareeqa ye ha ke is amal ko phele is ka amil bane aur is ka tareeqa ye ha ke is ko 108 bar 21 din tak ek gja o waqt rakh ker wird kere take is ke taqat hasil ho.


''to bol reta seta aho gon aho pon mare ratma bala bol blakat balabol blakat''


Jab is amal ka amil bun jai to jab chand ghran lage to apna mada khas hasil kere jis waqat ghran apne urooj per ho aur ye manter is per 108 bar pher ker dum kere aur pher is ko khushq ker le.

Ab ye safoof jis larki ko ya apni biwi ko khila de to wo sari umar us ki attat ka dum bhare ge aur muhabbat bharti jai ge.



kala jadoo for love by taweez:

Ye kala jadu ka taweez for love bara ajeeb cheez ha aur is ke taqat ka andaza aap nahi laga sakte maga ye saaf shaytan parasti ha.Is ka tareeqa ek bangali kala jadoo ke mahir se mila.Is tawiz ko tayar kerne ka tareeqa ye ha ke sab se phele is ko safaid kagiz per kali sahai se likhe.

Ab jab taweez likh le to kisi ke saath sex kere aur jab wo kapre autar de to us ka right yani dayan pastan pakar ker ye manter 100 martaba phere aur taweez per dum kere.Tawiz ke pusht per like flan binte flan ishaq flan bin flan .name us ka likhe jis ko apne love me phasana ho.


''kasa te kasawe lap lap pani lawe flan binte flan de dil wich mere muhabat wadede jawe''




kaala jadu for love by wazifa:


Buhat se log ye pochte han ke kia kala jadoo ka koi ayesa wazifa ha jis ko pherne se ya kisi mehboob ki taswwer per pherne se mehboob un ke qadmon me ay gi.Jee han bikul ha magar ha thora mushkil magar namukin nahi ha.

App apne mehboob ke taswwer hasil keren aur pher ghosha tanhai me beth gai.Ab aap koi meethe khuboo wali agarbati roshen keren aur kamre me mukamal anghera ho sirf ek mom bati roshen kere aur neache de gai abarat ko 3125 martaba rozana 21 din tak pharna ha pher is ka asar aur tamasha dheken.


abarat e amal:''ina atiyna kal koser flan binte flan ka dil o dmagh mere bagair howal abtar''

Ye cheez yaad rahe ke amal me koi naga na ho aur na hi koi kotahi ho agar amal me naga ho gia to sari mehnat zaya aur waqat aur gha ek he rakhna ha.


kala jadu for love back:


Ye amal kala jadoo ka badsha amal ha is amal ko kerne se mehboob diwana war apne asaq ke taraf chalta ha aur wo us se apni her kwahish pore kerta ha.Is amal ka tareeqa ye ha ke sab se phele ek desi kali murge le aur us per satan khe ker zibha kere pher us ka khoon ko thore garm pani me mix ker ke sahi tayar ker le.

Jab sahi tayar ho ji to us se neacge dia gia naqush likhe aur sir ke jga jhan flan binte flan likha ha larki aur us ki ma ka name likhe.Jab naqush tayar ker le pher us ko mehboob ke ansar ke mutabiq istimal kere aur tamasha dheke.







kaala jaduu tona for love:

Ye kala tona ha yani wo amlal jis me janwar ki hadi ya pher hawanat se related koi bhi cheez use ho us ko tona khete ha.Ye amal buhat he zabardast ha aur kala jadu for love ka asan tareen amal ha.

App atwar ke dil ek kali murge ka anda len aur ye zaroore ha ke anda kali murge ka he ho warna amal beqar ho jawe ga.Pher us ande ko ander se khali ker le aur saya me khushq ker le pher us ko sandal ki dhoni de ke dhona us ke andar dakhal ho ji.

Jab ayesa ker chuke to ye taweez kale marker ya pen se likhe aur jhan matloob ka name ha wahan apne mehboob ka name likhe aur pher is ande ko garm aag ke nazdeek dafan ker de.mehboob qadmon me ho ga.




kALA JADU FOR LOVE ke tamam zabardast aur most powerful love amal aur amal e hub bari tafseel se bayan ker diye gai ha.

Tuesday, 2 May 2017

Wazifa mohabbat ke liye zaroore sharait

Wazifa mohabbat Tarakeeb amaliyat Mohabbat

(Hubb) Mohabbat

wazifa Mohabbat k amaliyat karmay say pehlay Durood Shareef zaroor parhen.
Geyarah (11) dafa parhen aur akhir mai amal ya parhayi khatm karnay k baad mohabbat ka amal taqatwar ho jata hai. Ye Durood Shareef mohabbat k amaal k liye zaroori sharaiyt mai sy hai.

Ap jab bhi wazeefa Karen to is bat ka khayal rakhen sab sy pehlay ye dekhen k chaand ki kon c tareekh hai. Har chaand ki tareekh ko mukhtalif simton ki taraf munh kar k bethen to ye wazeefa ya amal kamiyabi ki zamanat hai. Apki asaani k liye chaand ki har tareekh k hisaab sy simten batayi ja rahi hain ta k apko kamiyabi haasil ho saky.




mohabbat mein kamyabi ka wazifa(Simton Ka Naqsha)


Chaand ki tareekh dekhen neechay simton k sath chaand ki tareekhen di hui hain. In tareekhon mai unky mukhtalif simton mai beth kar amal hain.


1.Mashriq : 29, 22,14, 7
2.Maghrib : 27, 19, 12, 4
3.Shumaal : 30, 23, 15, 8
4.Junoob e mashriq : 24, 16, 9, 1
5.Junoob e maghrib : 25, 17, 10, 2
6.Shumaal mashriq : 28, 21, 26
7.Shumaal maghrib : 20, 13, 5


Naqsh likhty waqt ya koi wazeefa parhty waqt is bat la zaroor khayal rakhen k jis din ham naqsh, wazeefa ya koi aura mal kar rahy hain to us din chaand ki kon c tareekh hai. Naqshay mai jo tareekhen di gayi hain rajaal ul ghayb qamri maah ki us simt mai hoty hain.

 Jo tareekhen simton k saamny di gayi hain.un simton ki taraf naqsh, wazeefa ya amal Karen to naqsh ya wazeefa ya amal sahi tor par kam nahin karta balky ulta hony ka bhi khatra hota hai. Isliye oopar di gayi chaand ki tareekhon par jab bhi ap kaam Karen naqshay mai sy simt dekhen or unky mukhaalif simt mai beth k naqsh, wazeefa ya amal Karen. 


mohabbat pane ka wazifa (sharait)


Is tarha naqsh, wazeefa ya amal sahi tor par kam karta hai aur ulta hony ka khatra bhi nahin hota hai. Misaal k tor par ap chaand ki aik (1), no (9), solah (16) ya chaubees (24) tareekh ko koi naqsh likh rahy hain ya wazeefa kar rahy hain ya koi amal kar rahy hain to ye shumaal mashriq ki simt hui lehaaza ap junoob e maghrib ki simt mai beth kar naqsh, wazeefa ya amal Karen. Isi tarha baki qamar ki mukhtalif tareekhon ko oopar diye gaye naqshay sy dekhen aur unki mukhalif simt mai beth kar wazeefa, amal ya naqsh likhen.

Zaroori Hidayaat:


1.Wazeefa ya amal karny k liye ap ka shariyat ka paband hona lazmi hai.


2.Wazeefa ya amal karny k liye halal tareeqay sy rozi kama kar khayen. Tamam buri baton jesy gheebat, chughli, badzabani, fahash goyi aur tamam buraiyon sy tauba Karen wazeefa ya amal shuru karny sy pehly ALLAH TA’ALAH sy zaroor tauba Karen.


3.Wazeefa ya amal ko parhny k liye alehda jaga khaas tor par muqarrar ki jaye aur rozana isi jagah par beth kar amal ya wazeefa kiya jaye.


4.Wazeefa ya amal rozzana aik he muqarrarah waqt par bila nagha parhen. Darmiyan mai naagha na ho warna wazeefa ya amal dobara shuru karna paryga.


5.Doran e amal chambray ki cheezon sy parhaiz Karen jesy k joota, gosht, doodh, aur aesi ashiyah jo hewanaat k ajza sy tayar hoti hain, bilkul na istimal Karen.


6.Jitni daer ap ny wazeefa ya amal karna hai. Agar apki shadi hogai hai to iss doran apni biwi sy hum bistri bilkul na Karen.


7.Agar wazeefa ya amal koi shadi shuda aurat karti hai to jab tak wo amal kar rahi hai apny shohar sy hum bistri sy bilkul parhaiz kary.


8.Jitney din ap ny wazeefa ya amal karna hai jhoot na bolen aur na he kisi k mutalliq ghalt alfaaz munh sy nikaalen.


9.Doran e wazeefa ya amal kisi sy bhi har qisam ki larayi jhagray sy ijtinaab bohat he ziada zaroori hai.


10.Agar ap oopar batayi gai kisi aik bhi hidayat par amal na kar saken to ap job hi amal ya wazeefa kar rahy hon gay uska koi asar na ho ga. Aur ap apny maqsad mai kamyab nahi ho saken gay.


11.Agar ap ny mandira baala hidayat par amal kar k wazeefa ya amal kiya to IN’SHA’ALLAH ap zaroor kamyab hon gay. Kyun k ALLAH TA’ALAH kisi ki mehnat ko rayegaan nahin jany deta. 


12.Wazeefa ya amal karty hue ALLAH par yaqeen aur aitmad mazboot rakhen. Kyun k KHUDA par mukammal aitmad karny walon ki mehnat kabhi rayegaan nahin jati.


13.Is k bawajood agar apko apny wazeefay ya amal mai nakami ka samna karna parta hai to is mai ap he ki koi ghalti hogi k kisi na kisi hidayat par amal na kiya ho ga. Kyun k insane sy aksar bhool chuk ho jaya karti hai.


14.Wazeefa ya amal k liye aony ird gird hisaar karna zaroori hota hai in mai sy agar wazeefay ya amal k doran hisaar karna par jaye to mandirja zail chand hisaron mai koi aik hisaar kar k wazeefa ya amal ya naqsh likhen. 


15.Ab apko aik aur hisaar bataya jata hai jo k bohat he ziada pur asar hota hai k Ayat al kursi teen (3) martaba parh kar hathon par dam Karen aur teen (3) dafa taali bajaen. Ye hisaar isha ki namaz k baa dap koi wazeefa ya amal kar rahy hain to us waqt Karen.


16.Wesy to hisaaron ki bohat c qismaen hain lekin sab sy asan hisar mandirja bala hai.



mohabbat ki shadi ka wazifa ke liyezaroori sharaiyt


Wazeefa ya amal shuru karny sy pehly naha kar wazoo Karen. Aik saaf libaas zaib tann Karen. Aur apny libaas par koi acha sa itar zaroor lagaen. Amal shuru karny sy pehly agarbatti zaroor jalaen.
Aik cheez ka khayal rakhna lazmi hai k wazeefa ya amal parhny k liye sab sy acha waqt fajr ka hota hai. Agar koi fajr k waqt koi wazeefa ya amal na kar saky to wo isha ki namaz k bad wazeefa ya amal kar sakta hai.

Zahra aur mishtri ki sa’aten mohabbat k naqoosh, wazaif aur amaliyat k liye pur asar hoti hain.
In Islami maheenon mai mandirja zail tareekhon ka koi naqsh nahin likhna chahiye. Aur na he koi wazeefa ya amal karna chahiye. (ehtiyat zaroori hai.)

Muharram : 11-14
Safar : 3-1
Rabi ul awwal : 20-10
Rabi ul akhir : 18-1
Jamadi ul awwal : 11-2
Jamadi us sani : 4-2
Rajab : 15-13
Shaban : 4-3
Ramzan : 20-5
Shawal : 7-6
Zil hajj : 7-2


Tehreer karny k liye Huroof Adaad Qamri aur Shamsi


Baaz amaal mai naqoosh likhny k liye huroof e abjad qamri aur shamsi ki zaroorat parti hai. Jis mai naam bama’ waalida taalib o matloob maqsad aur maqsad sy mawaqif Quraani ayaat ko aik makhssoos tareekay sy jama, tafreeq aur taqseem k amal sy guzaar kar adaad hasil karty hain.aur naqsh ko bharty hain. Isky liye hamen huroof abjad ki zaroorat parti hai. Yani alif ka adad aik hai bay ka di hai jeem ka teen hai ye qamri hisaab sy hai. Jab k shamsi hisab sy huroof k adaad aur hoty hain aapki asani k liye huroof e abjad qamri aur abjad shamsi dono ka naqsha diya jar aha hai. 
Naqsha abjad qamri k 28 huroof ma’a adaad mandirja zail hain.
Alif : 1
Bay : 2
Jeem : 3
Daal : 4
Gol Hay : 5
Wow : 6
Zay : 7
Hay : 8
Toyen : 9
Ye : 10
Kaaf : 20
Laam : 30
Meem :40 
Noon : 50
Seen : 60
Ayiin : 70
Faay : 80
Suwaad : 90
Qaaf : 100
Ray : 200
Sheen : 300
Taay : 400
Say : 500
Khaay : 600
Zaal : 700
Zuwaad : 800
Zoyen : 900
Ghayin : 10000

Abjad qamri sy bnaye gaye naqsh ka asar hony mai kuch waqt lagta hai usky bad usky asraat shuru hoty hain. Aur doosri baat abjad qamri sy murattab qarda naqsh banaty waqt kisi ghalti sy ulta asar hony ka khatra bhi bohat kam hota hai.
Jadol abjad shamsi

Alif : 1
Bay : 2
Tay : 3
Say : 4
Jeem : 5
Haay : 6
Khaay : 7
Daal : 8
Zaal : 9
Ray : 10 
Zaay : 20
Seen : 30
Sheen : 40
Suwaad : 50
Zuwaad : 60
Toyen : 70
Zoyen : 80
Aayin : 90
Ghayin : 100
Faay : 200
Qaaf : 300
Kaaf : 400
Laam : 500
Meem : 600 
Noon : 700
Wow : 800
Gol hay : 900
Choti yay : 1000

Huroof abjad  shamsi sy murattab qarda naqsh ka asar bohat he jald hota hai. Lekin ismai aik ehtiyaat bohat zaroori hai k huroof e abjad shamsi sy murattab qarda taweez ko bohat hazir dimaghi sy bharen ya likhen. Huroof e anjad shamsi sy murattab karda naqsh bharty waqt zara c bhi ghalti sy bohat buray tareeqay sy ulta asar ho jata hai. Lehaza huroof e abjad shamsi sy murattab qarda taweez likhty waqt bohat ziada ehtiyat aur dimagh ko mukammal hazir rakh kar naqsh bharen.


Mohabbat ka taweez ka muslat or murabba kesy banta hai


Alsar aamil hazraat naqsh likhny k liye aik chokor dibba bana k no (9), sola (16), chontees (34) waghera dibbay bana k ismen naqsh karty hain.saady dibbay mai banaya gaya naqsh ilm e naqoosh mai nanga naqsh kehlata hai. Lehaza naqsh ka berooni dibba usky moaqqilaat aur khidmaat k sath bana kar phir usmai naqsh ko matlooba aatish, aabi, khaki,baadi chaal k mutaabiq bharty hain. Naqsh ka berooni dibba essy banaty hain.

Naqsh likhny k bad naqsh k neechy apna maqsad jisky liye ap amal kar rahy hain jesy zar o mohabbat, naukri waghera wo likhty hain k is naqsh ki barkat sym era faalaan kam job hi apka maqsad hojae isky bad teen dafa alajal alajal alajal alsa’ata alsa’ata alsa’ata alwaha alwaha alwaha lazmi likhna hai. Tamam naqsh pur karny k bad naqsh k bahar aik bara khana bana kar naqsh ko band kar dety hain.

Agar aap chate han ke app wazifa mohabbat kamyabi se karen aur kisi k dil main mohabbat dalne ka wazifa nakam na ho maslan  kisi ko apni mohabbat mein pagal karne ka wazifa to aap uper de gie hadayat per amal karen aur 100% result hasil karen.

Khano Aur Asmani Buooj ka kala jadoo types

Sitaroon ka kala Jadoo:

Is kala jadoo k aamleen saat gardish karny waly sitaroon yani shamas, qamar, zahal, mishtari, mareekh, Zahra, or atarad ki parastish karty hein. Chunacha har sitary k liy ak khas libas pehnty hein. Chand makhsos ayam k rozy rakhty hein, sir mundwaty hein or dhooni dety hein. Phir qamar ki taraf nigah utha kar is se mukhatib hoty hein.

Ye sab isliy karty hein ta k in k guman k mutabiq in par sitaroon ki rohaniat ka faiz ho.

Mutaqadmeen najomion ka hal ye tha k jab in mein se kisi k haan bacha paida hota to iska aisa nam rakhty jo us mahiny k chaand par dalalat karta jis mein bacha paida hota tha. Inka guman ye tha k is k zariay se bachy k halat dariafat kiy ja sakty hein, or hum aaj apny dor mein bohat se akhbarat or jaraid mein dekhty hein k “ aaj apka naseeb” ya “aap k sitary” k unwaan se najomion k aamal or zindagi k bohat se shooba jaat se mutaliq logo k liy un k salah o mashwary shaia kiy jaty hein. 


1.Chunacha falan tareekh se lekar falan tareekh tak paida hony waly bachon k liy buraj sirtan muntakhib karty hein or falan tareekh se falan tareekh tak paida hony waly bachon k liy meezan ya aqrab muqarar karty hein. 


2.Phir jab chaand bulandi ki taraf charh raha hota he yani buraj sirtan mein hota he to un k liy safar karna, manpasan shadi biah karna or tijarati mamla karna acha samjhty hein, or jab chaand basti ki tarf aarha hota he yani buraj aqrab mein hota he to zan o takhmeen or kahani ki bina par un k haq mein safar, shadi biah or tijarati mamlat behtar nhi janty.


3.Ahwal maloom karny k liy sitaroon ko deikhna jadoo or kahanat k qabeel se he, q k makhloqat ki bad bakhti or saadat mein ya unko zindagi or moot deny mein mukhloqat e alvi ki koi taseer nahi, sitary, chaand or sooraj Allah subhan o tallah ki nishanion mein se he. 


4.Jo iski azmat par dalalat karty hen, uski pakeezagi bian karty hein, isi k liy sajda karty hein or isi k hukam k paband hein.

Quran Me sitaron ke kala jadoo ke haqeeqat:


Jesa k Allah subhan o tallah ne farmayay:

1.“Kia tum nahi dekhty k Allah k samny sajday mein hein sab aasmano waly or sab zameeno waly or soraj or chaand or sitary or pahar or darakhat or janwar bohat se insan bhi.”


2.“or isi ne tumhary liy sooraj or chaand ko musakhir kar dia he k brabar hi chal rahy hein or raat or din ko bhi tumhary kam mein laga rakha he.”


3.“ Or sooraj or chaand or sitaroon ko paida kia aisy tor par k sab us k hukam k tabey hein”


4.Or aasmano or zameen ki har cheez ko bhi usne apni taraf se tumhary liy tabey kar dia he”.

Allah subhana ne Quran Kareem mein ye khabar di he sitary aasman e dunia k liy zeenat hein or behr o bar ki tareekion mein in k zariay raasta maloom kia jata he, or kuch sitary aisy hein jo aasmani khabar uchakny waly shiyateen ko maarny k liy jaty hein or ye aasman mein sabit siyaron k ilawa hein.


Khano aur ilm e nujoom ka kala jadoo:


lekin in sab par najoom yani sitaaroon ka itlaq hota he jis tarah lafaz “daba” insaan or janwar dono k liy he.

Saheheen mein Zaid bin khalid se marvi he, wo bian karty hein Rasool Pak(SAW) ne muqam e hadibia mein barish wali raat k bad hamein khutaba dia or farmaia: kia tum janty ho k tumhary Rab ne aj ki rat kia farmaia he? Hum ne jawab dia ye to Allah or us k Rasool hi ziada janty hein, farmaia:

“(Allah Tallah ne farmaia): mery kuch bandy mujh par rakhany waly hoy or kuch bandy mery saath kufar karny waly thehry. To jis ne ye kaha k hum par Allah k fazal o rehmat se barish hoi he to yehi banda mujh par emaan rakhny wala or sitaroon(se barish nazil hony) ka inkar karny wala he”.


Or sahih Muslim mein Abu Huraira se marvi he k Nabi Kareem(SAW):

“Allah Tallah aasman se jo bhi barkat nazil fermata he iski waja se logo ka aik garoh kafir hojata he, chunacha Allah Tallah barish nazil fermata he to log kehty hein k falan falan sitary ki waja se bearish hoi he”.

Gharaz ye k dunivi hadsat ronma hony mein insaan ki saadat o shiqawat mein sitaroon ka koi dakhal nahi he, or is ilam se mushghila rakhna mehz zan o takhmeen k qabeel se he. Sheikh ul islam Ibn e Tamima(R.A) farmaty hein:

“mein ne in najomion amil baba se Damishaq mein guftago ki, un k bary bary ulma mery paas aay or mein ne aisy aaqli dalail se un k amal ka fasad-o-batlan wazeh kia jin dalail ki sehat ka wo khud bhi itraf karty hein, un k bary ne kaha: Allah ki qasam! Hum apni ak baat ko sach manwany k liy soo jhoot bolty hein. 


kala jadoo aur khaniat:


Q k un k ilam ka daromadar jise kala ilm me bhi istimal kerte han  is nazariay par he k aalam –e-bala ki harkat hi dunivi hadsat k roonoma hony ka sabab hein, or sabab ka ilam musabib k ilam ka mojab he. Lekin ye isi sorat mein hoga jab wo mukamal sabab dariafat kar lia jay jo apny hukam(musabib) ko mustalzim hota he.



 Jab k in najomion ka hal ye he k agar inhon ne jan bhi lia to beshumar asbab mein se siraf aik adna hissa hi jan paty hein, baqia asbab or degar sharait-o-mania amoor ka inko pata nahi hota, maslan jo shakhas ye jan lay k garmion mein sooraj sir k oopar hota he isliy garmi sakhat hoti he.

 Is se wo ye bhi jan sakta he angoor khushak ho kar kishmish ban jay ga. To agarche asa bohat hota hota he, lekin mehz sooraj k wajood se aisa nateeja akhaz karlena bohat badi jahalat he, q k mumkin he k iswaqat angoor majood ho or ye bhi mumkin he k angoor mojood hi na ho, isitarah ye bhi mumkin he wo darakhat phal lay or ye bhi mumkin he k phal hi na lay, ya mumkin he k angoor yonhi taza hi kha lia jay ya usy nachor lia jay, isitarah iska bhi ehtamal he k angoor chori hojay, or ye bhi hosakta he k usy khushak kar k kishmish bna lia jay, wagaira.

kala jadu aur istikhara


Bal k yahan tak kaha gea he k agar aap najomion k bian karda halat maslan kala jadoo aur istikhara online wagera  ko ulat dein yani saadat ki jaga nahosat or nahosat ki jaga saadat bna dein, ya garam ki jaga sarad or sarad ki jaga garam kar dein, ya muzakir ki jaga moonas or moonas ki jaga muzakir laga dein, phir hukam lagain to bhi aapka hukam lagana inhi k hukam jesa hoga k kabhi to saho hoga or kabhi ghalat. Isily Hazrat Ali(R.A) ne khwaraj se qataal karny k liy safar karna chaha to ak najomi un k pas aya or kaha:

Aay Ameer-ul-Moomeneen! Aao safar na karen, q k chaand buraj aqrab mein he. Agar chaand k buraj aqrab mein hony k waqat aap safar karen gy to aap k saathi shakiest kha jain gy. Ya isitarah ki koi baat kahi, is k jawab mein Hazrat Ali(R.A) ne farmaia:


“Bal k  mein Allah par bharosa or tawakal karty hoy or teri takzeeb karny k liy safar karoon ga” chunache aap ne safar kia or is safar mein aapko ye kamyaabi hasil hoi k is larai mein aksar khwarij qatal kardiy gay. 

Kisi ka ye itqad rakhna k saat sitaroon mein se koi sitara saadat or nahosat ka zimadar he, fasad itqad he, or agar ye itqad ho k Allah Tallah k ilawa wohi sitara mudabir or karsaz he to aesa itqad rakhny wala kafir he, or agar is itqad k sath hi sitary ko pukarna, iski ibadat karna or isse madad mangna bhi shamil hojay to ye kufar or sarih shirak bhi he. Ulbta jo log aflak or sitaroon ki sifat, maqadeer or harkat jann’ny k liy or dinon, mahinon or saloon ka hisab lagany k liy ilam e hisab ka istamal karty hen t ye darasl sahi ilam he lekin faidamand kam he,wallahilam.To pher log manpasan shadi aur kala jadoo for love ke liye in black magic specialist ke pass jate han.Han agar kisi ke pass kali shakteon aur jinnat ka ilm ho to her kam ker sakta ha.